Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Main Garibo Ka Dil
4.63 - 32 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Main Garibo Ka Dil - मैं गरीबों का दिल
main garibon ka dil hun vatan ki jaban
main garibon ka dil hun vatan ki jaban
bekason ke liye pyar ka aasman
bekason ke liye pyar ka aasman
main garibon ka dil hun vatan ki jaban

main jo gata chalun saath mehfil chale
saath mehfil chale saath mehfil chale
main jo badhata chalun saath manzil chale
saath manzil chale saath manzil chale
mujhe raah dikhati chale bijaliyaan
mujhe raah dikhati chale bijaliyaan
main garibon ka dil hun vatan ki jaban
main garibon ka dil hun vatan ki jaban

husn bhii dekh kar mujhko hairaan hai
dekho hairaan hai dekho hairaan hai
ishq ko mujhse milne ka armaan hai
dekho armaan hai dekho armaan hai
dekho armaan hai
apni duniya ka hun main hasin naujavaan
apni duniya ka hun main hasin naujavaan
main garibon ka dil hun vatan ki jaban
main garibon ka dil hun vatan ki jaban

kaarvaan zindagani ka rukta nahin
han ji rukta nahin han ji rukta nahin
baadshaahon ke aage main jhuktaa nahin
han ji jhuktaa nahin han ji jhuktaa nahin
chaand taaron se aage mera aashiyaan
chaand taaron se aage mera aashiyaan
main garibon ka dil hun vatan ki jaban
main garibon ka dil hun vatan ki jaban
tu garibon ka dil hai vatan ki jaban
tu garibon ka dil hai vatan ki jaban
bekason ke liye pyar ka aasman
bekason ke liye pyar ka aasman
tu garibon ka dil hai vatan ki jaban
tu garibon ka dil hai vatan ki jaban
lyrics of song Main Garibo Ka Dil
Comments on song "Main Garibo Ka Dil"
gopal sinha on Sunday, April 07, 2013
Hemant ka gaya ek khoobsurat aur sadabahar geet..unki awaz men ghazab ki
gahrai aur jadu tha...sardar malik kitni madhur dhunen banaya karte the.
Jagjit Singh Ishar on Friday, November 22, 2013
What a fine composition of Sardar Malik & the sonorous masculine voice of
Hemant Kumar. Love the song.
umraochalsani on Wednesday, May 05, 2010
Wonderful song. A great favourite of mine since those days. not only Hemant
sang wonderfully, sardar composed a great song and particularly likeable is
the chorus.
ASHOK DHINGRA on Thursday, April 24, 2014
THE CREDIT ALSO GOES TO HASRAT JAIPURI FOR SUCH WONDERFUL LYRICS.
Pawan Batra on Thursday, September 10, 2009
i like this song very much bcoz of premnath.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aab-e-Hayat (1955)
Premnath, Shashikala, Ameeta, Pran, Mubarak, S L Puri, P Kailash, Helen, Smriti BiswasAsha Bhosle, Geeta Dutt, Hemant KumarHasrat JaipuriSardar MalikRamanlal DesaiAab-e-Hayat at IMDB      Aab-e-Hayat at WikipediaAab-e-Hayat at YouTube     |    Aab-e-Hayat at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type