aankhon ke panno pe maine likha tha sau dafa
lafzon me jo ishq tha hua na hothon se bayan
khud se naraz hun kyu beawaz hun
meri khamoshiyan hai saza dil hai ye sochta
phir bhi nahi pata kis haq se kahun bata
ke mai hun hero tera ke mai hun hero tera

mai hun hero hero tera
rahon me bhi har kadam mai tere sath chala
hathon me the ye hath magar phir bhi raha fasla
sine me hai chhupe ehsas pyar ke
bin kahe tu sun le zara dil hai yeh sochta
phir bhi nahi pata kis haq se kahun bata
ke mai hun hero tera ke mai hun hero tera
ke mai hun hero tera ke mai hun hero tera
teri wajah se hai mili jine ki sab khwahishe
pa loon tere dil me jagah hai ye meri koshishe
mai bas tera banu bin tere na rahun
maine toh mangi hai ye dua dil hai ye sochta
phir bhi nahi pata kis haq se kahun bata
ke mai hun hero tera ke mai hun hero tera
ke mai hun hero tera ke mai hun hero tera
ke mai hun hero tera ke mai hun hero tera
ke mai hun hero tera ke mai hun hero tera
This is not good not bad at all the original song was much better than this
one in a Remix Version.