Video of this song from youtube
Main Item Song Karne Aayi Hoon - मैं आइटम सोंग करने आई हूँ
Lyrics of Main Item Song Karne Aayi Hoon - मैं आइटम सोंग करने आई हूँ
are filmo ke sab hiro viro dab mere diwane
har hiro ka dil jal jaye sun mere fasane
lambi filmo ki main chhoti jaan ban ke aai hun
main item song karne aayi hun

item garm main jalta badan
sabanam logo ko karti hai nam
uljhan chunu main kis ko sanam
dhadakan bairi ye deti chubhan

item garm main jalta badan
sabanam logo ko karti hai nam
uljhan chunu main kis ko sanam
dhadakan bairi ye deti chubhan

sidhe raste pe chalu main to khud me magan
on dimand saj ke aai hun
main item song karne aayi hun
main item song karne aayi hun

public ko nachane vilayan ko rijhane
are duniya ko ye batane ek song ke bahane
public ko nachane vilayan ko rijhane
are duniya ko ye batane ek song ke bahane

main ding dong karne aai hun
main item song karne aayi hun
main item song karne aayi hun

gane ke bol bade bindas
sexi lage hai meri chote libas
nachu main magan bhadke badan
riski lage hai ab mujhko sharm
is chance ke bahane romans ko badhane
is chance ke bahane romans ko badhane

main ding dong karne aai hun
main item song karne aayi hun
main item song karne aayi hun
main item song karne aayi hun
lyrics of song Main Item Song Karne Aayi Hoon
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films