Video of this song from youtube
Main Marjaawaangi - में मरजावांगी
Lyrics of Main Marjaawaangi - में मरजावांगी
tere ishq mein dil banjaara
dhundein hai apni manzil
had paar karke aayi hun
tujhko karne main haasil

oye hoye oye
tere ishq mein dil banjaara
dhundein hai apni manzil
had paar karke aayi hun
tujhko karne main haasil

main apni jaan main apni jaan
bhi le sakdi aan gal saaf sunle
je mainu pata chala
tainu kisi gair ne chhua
te main marjawangi main marjawangi

jo tune socha bhi nahi hoga
karle yakeen main wo kar jawangi
te main mar jawangi
je mainu pata chala tainu kisi gair ne chhua
te main marjawangi te main marjawangi

maine tere dil mein ghar hai banaaya
bura hoga aur koi rehne jo aaya
ho maine tere dil mein ghar hai banaaya
bura hoga aur koi rehne jo aaya

naam tera mera likha dil ki deewaaron pe
maine isey tere liye khwaabon se sajaaya
main isey raakh bhi kar sakdiyaan gal saaf sunle
je mainu chhad ke tu kitta koi aur vi nasha
te main mar jawangi main mar jawangi

jo tune socha bhi nahi hoga
karle yakeen main wo kar jawangi
main marjawangi
je mainu pata chala tainu kisi gair ne chhua
te main marjawangi ki main marjawangi

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films