Video of this song from youtube
Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.
You can visit these YouTube links for videos of the song:
https://www.youtube.com/watch?v=1JPlmLKsrB4
Advertisement
Main Parinda Kyu Banoon - मैं परिंदा क्यूँ बनूँ
SingerAmaal Mallik
Music byAmaal Mallik
LyricistManoj Muntashir
ActorParineeti Chopra
Category
MovieSaina (2021)
Lyrics of Main Parinda Kyu Banoon - मैं परिंदा क्यूँ बनूँ
jalna bujhna bujh ke jalna
marna jeena mar ke jeena
mangne wali cheez nahi ye
mauka uska jisne cheena
girna uthna uth ke chalna
chadh ja ambar zeena zeena
yaad rehe ye shart safar ki
peeche mud ke dekh kabhi na
jeet ka junoon hai toh
haar sochna kyun
jab zindagi hai ek hi
do baar sochna kyun
main parinda kyun banu
mujhe aasmaan banna hai
main ik panna kyun rahu
mujhe dastaan banna hai
main parinda kyun banu
mujhe aasmaan banna hai
koyi to wajah hai
jo zid pe adi hai ye dhadkane
yahi to maza hai
kiya jo kisi ne nahi hum kare
koyi to wajah hai
jo zid pe adi hai ye dhadkane
haan yahi to maza hai
kiya jo kisi ne nahi hum kare
lalkaar ki ghadi hai ye
bekar sochna hai kyun
jab zindagi hai ek hi
do baar sochna kyun
main parinda kyun banu
mujhe aasmaan banna hai
main ik panna kyun rahu
mujhe dastaan banna hai
main parinda kyun banu
mujhe aasmaan banna hai
sooraj aankh dikha le aaj
kal teri aankh jhukni hai
tere andar hai jitni aag
yahan usse bhi dugni hai
sooraj aankh dikha le aaj
kal teri aankh jhukni hai
tere andar hai jitni aag
yahan usse bhi dugni hai
talwar hath mein hai tere
de maar sochna kyun
jab zindagi hai ek hi
do baar sochna kyun
main parinda kyun banu
mujhe aasmaan banna hai
main ik panna kyun rahu
mujhe dastaan banna hai
main parinda kyun banu
mujhe aasmaan banna hai.
marna jeena mar ke jeena
mangne wali cheez nahi ye
mauka uska jisne cheena
girna uthna uth ke chalna
chadh ja ambar zeena zeena
yaad rehe ye shart safar ki
peeche mud ke dekh kabhi na
jeet ka junoon hai toh
haar sochna kyun
jab zindagi hai ek hi
do baar sochna kyun
main parinda kyun banu
mujhe aasmaan banna hai
main ik panna kyun rahu
mujhe dastaan banna hai
main parinda kyun banu
mujhe aasmaan banna hai
koyi to wajah hai
jo zid pe adi hai ye dhadkane
yahi to maza hai
kiya jo kisi ne nahi hum kare
koyi to wajah hai
jo zid pe adi hai ye dhadkane
haan yahi to maza hai
kiya jo kisi ne nahi hum kare
lalkaar ki ghadi hai ye
bekar sochna hai kyun
jab zindagi hai ek hi
do baar sochna kyun
main parinda kyun banu
mujhe aasmaan banna hai
main ik panna kyun rahu
mujhe dastaan banna hai
main parinda kyun banu
mujhe aasmaan banna hai
sooraj aankh dikha le aaj
kal teri aankh jhukni hai
tere andar hai jitni aag
yahan usse bhi dugni hai
sooraj aankh dikha le aaj
kal teri aankh jhukni hai
tere andar hai jitni aag
yahan usse bhi dugni hai
talwar hath mein hai tere
de maar sochna kyun
jab zindagi hai ek hi
do baar sochna kyun
main parinda kyun banu
mujhe aasmaan banna hai
main ik panna kyun rahu
mujhe dastaan banna hai
main parinda kyun banu
mujhe aasmaan banna hai.
Saina (2021) - Movie Details
Film CastParineeti Chopra, Manav Kaul, Meghna Malik, Shubhrajyoti Barat, Ankur Vikal, Naishaa Kaur Bhatoye, Eshan Naqvi, Ranjith Reddy, Ravi Gopal Danturty, Rohan Apte, Sharrman Dey, Tarun Dhanrajgir, Rushikesh Lotlikar, Sarvesh Yadav, Adil Majoo, Taiyaba Mansuri, Jaspreet Kaur Bhatoye, Dimple Kalshan, Mishti Sinha, Nilesh Kulkarni, Nishanthi Evani, Shashikant Mehta, Irfan Khan - II, Ashmita Meghrajani, Nyla Masood, Bhargav Joshi, Deepkar S. ParkarSingerAmaal Mallik, Armaan Malik, Shreya Ghoshal, Suvarna TiwariLyricistKunaal Verma, Manoj MuntashirMusic ByAmaal MallikDirectorBhushan Kumar, Krishan Kumar, Rasesh Shah, Sujay JairajProducerAmole GupteExternal LinksSaina at IMDB Saina at WikipediaYouTubeSaina at YT
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement
