Video of this song from youtube
Lyrics of Main Rani Hu Duniyawaalo - मैं रानी हूँ दुनियावालो
main rani hu duniya walo lekin sar pe taaz nahi
aur main hu sultana yaaro mera zami par raaz nahi

thana hai sasural humara maeyaka fotpath hai
dono jagah rahte hai khushi se apni bhi kya baat hai

mehle dumehle chadar ki humko chahat koi nahi
sara jaha hai apna lekin apna riyasat koi nahi

main rani hu duniya walo lekin sar pe taaz nahi
aur main hu sultana yaaro mera zami par raaz nahi
choro ki barat me ghus kar chori kar le mal ki
jiyo meri rani kya tu bhi ye hai baat kamal ki

maal udhar ki idhar kare hum apna to ye kaam hai
mera nigeba allah hai ter rakhwala ram hai
main rani hu duniya walo lekin sar pe taaz nahi
aur main hu sultana yaaro mera zami par raaz nahi
lyrics of song Main Rani Hu Duniyawaalo
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Choron Ki Rani Hasino Ka Raja (1990)
Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Mohammed AzizMahendra DehalviAnwar UsmanChoron Ki Rani Hasino Ka Raja at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type