Video of this song from youtube
Main Ro Na Padu Abb Tumhe Yeh Bataakar - मैं रो ना पडूँ अब तुम्हें ये बताकर
Lyrics of Main Ro Na Padu Abb Tumhe Yeh Bataakar - मैं रो ना पडूँ अब तुम्हें ये बताकर
main ro na padu ab tumhe ye batakar
main ro na padu ab tumhe ye batakar
bahot yaad aaoge tum door jakar
main ro na padu ab tumhe ye batakar
main ro na padu ab tumhe ye batakar
bahot yaad aaoge tum door jakar

har ek cheej yu to shahar me wahi hai
har ek raah suni magar lag rahi hai
har ek cheej yu to shahar me wahi hai
har ek raah suni magar lag rahi hai
main dekhi jidhar bhi najar ko uthakar
main ro na padu ab tumhe ye batakar

teri yad yu to hai dil ka sahara
kisi mode par phir ho milana hamara
teri yad yu to hai dil ka sahara
kisi mode par phir ho milana hamara
duaa maine mangi hai tuti duwa par
main ro na padu ab tumhe ye batakar
bahot yaad aaoge tum door jakar
bahot yaad aaoge tum door jakar
lyrics of song Main Ro Na Padu Abb Tumhe Yeh Bataakar
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films