Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Main To Piyaa Se
4.00 - 2 votes
Chintoo Singh WasirQawwalis
Video of this song from youtube
Lyrics of Main To Piyaa Se - ख़ुसरों रैन सुहाग की, मैं जागी पि के संग
khusro rain suhag ki, main jaagi pi ke sang
tan mora, man piya ka, jo donon ek hi rang
khusro dariya prem ka, jo ulti vaan ki dhaar
jo ubra so doob gaya, jo dooba so paar
khusro bazi prem ki, main khelun pi ke sang
jit gayi to piya more, haari pi ke sang

main to piya se naina laga aai re
main to piya se naina laga aai re
gar naari kanwari kahen so kahen
gar naari kanwari kahen so kahen
main to piya se naina laga aai re
main to piya se naina laga aai re

sohni suratiya, mohni muratiya
sohni suratiya, mohni muratiya
main to hriday ke bich sama aai re
main to hriday ke bich sama aai re
gar naari kanwari kahen so kahen
gar naari kanwari kahen so kahen
main to piya se naina laga aai re
main to piya se naina laga aai re

khusro nizaam ke bal bal jaiyo
khusro nizaam ke bal bal jaiyo
main to bin mol kahaan chali aai re
main to bin mol kahaan chali aai re
gar naari kanwari kahen so kahen
gar naari kanwari kahen so kahen
main to piya se naina laga aai re
main to piya se naina laga aai re

gar naari kanwari kahen so kahen
gar naari kanwari kahen so kahen
main to piya se naina laga aai re
main to piya se naina laga aai re
lyrics of song Main To Piyaa Se
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Ishq Da Jalwa (2013)
Chintoo Singh WasirKhwaja Ghulam Fareed, Amir KhusroChintoo Singh Wasir
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type