Video of this song from youtube
Advertisement
Main Toh Main Hoon - मैं तो मैं हूँ
SingerAbhilasha Sinha
Music byA R Rahman
LyricistJaved Akhtar
ActorJanhvi Kapoor
Category
MovieMili (2022)
Lyrics of Main Toh Main Hoon - मैं तो मैं हूँ
jagmag jagmag se yeh din
hote kya yeh mere bin
maana ki main hoon kamsin
mere aaine hain yeh pyare pal
yeh muskurate hue lamhein
jo inmein khud ko dekhun toh
bas yeh kehti hoon
main toh main hoon
main hoon main hoon
main toh main hoon
main hoon main hoon
jagmag jagmag se yeh din
hote kya yeh mere bin
maana ki main hoon kamsin
mere aaine hain yeh pyare pal
yeh muskurate hue lamhein
jo inmein khud ko dekhun toh
bas yeh kehti hoon
main to main hoon
main hoon main hoon
main to main hoon
main hoon main hoon
har subah
laati hai koyi khushi
shaam aati hai toh laati hai
pyara sapna koyi
ik khoobsurat si zindagi hai
reshmi reshmi
pyar mohabbat aur dosti hai
mujhe kab hai koyi kami
main to main hoon
main hoon main hoon
main to main hoon
main hoon main hoon
har ghadi
hai gungunati hui
sab hai yahan bas meharbaan
karte hain pyar sabhi
main laadli hoon
naazon pali hoon
log hain jaante
jab chahun udd uthun
phir mann bhi jaun main
sab hain yeh maante
main to main hoon
main hoon main hoon
main to main hoon
main hoon main hoon
hote kya yeh mere bin
maana ki main hoon kamsin
mere aaine hain yeh pyare pal
yeh muskurate hue lamhein
jo inmein khud ko dekhun toh
bas yeh kehti hoon
main toh main hoon
main hoon main hoon
main toh main hoon
main hoon main hoon
jagmag jagmag se yeh din
hote kya yeh mere bin
maana ki main hoon kamsin
mere aaine hain yeh pyare pal
yeh muskurate hue lamhein
jo inmein khud ko dekhun toh
bas yeh kehti hoon
main to main hoon
main hoon main hoon
main to main hoon
main hoon main hoon
har subah
laati hai koyi khushi
shaam aati hai toh laati hai
pyara sapna koyi
ik khoobsurat si zindagi hai
reshmi reshmi
pyar mohabbat aur dosti hai
mujhe kab hai koyi kami
main to main hoon
main hoon main hoon
main to main hoon
main hoon main hoon
har ghadi
hai gungunati hui
sab hai yahan bas meharbaan
karte hain pyar sabhi
main laadli hoon
naazon pali hoon
log hain jaante
jab chahun udd uthun
phir mann bhi jaun main
sab hain yeh maante
main to main hoon
main hoon main hoon
main to main hoon
main hoon main hoon
Mili (2022) - Movie Details
Film CastJanhvi Kapoor, Sunny Kaushal, Rajesh Jais, Vikram Kochhar, Anurag Arora, Hasleen Kaur, Jackie Shroff, Sanjay Suri, Seema Pahwa, Ajita Kulkarni, Raghav Binani, Deepak Simwal, Joginder Goyat, Azhar Gaur, Abhishek Patel, Niranjan Asrani, Khushi Hazare, Manohar Teli, Deepak Kripalani, Niharika ChoukseySingerA R Rahman, Shashaa Tirupati, Abhilasha Sinha, Khatija Rahman, Vishal MishraLyricistJaved AkhtarMusic ByA R RahmanProducerMathukutty XavierExternal LinksMili at IMDB Mili at WikipediaYouTubeMili at YT Mili at YT(2)
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement
