Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Maine Aur Kya Kiya, Balam Yahi To Kah Diya
4.38 - 8 votes
Tanuja, Kashi NathRomantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Maine Aur Kya Kiya, Balam Yahi To Kah Diya - मैंने और क्या किया, बलम यही तो कह दिया
maine aur kya kiya, balam yahi to keh diya
ke jo na jane preet kya aise beiman se lagaya hai jiya
ki maine aur kya kiya
maine aur kya kiya sanam yahi to keh diya
ari oo bawari mera dil nahi liya ri tumne dard le liya
ke maine aur kya kiya

main to tere naino ka rang dekhun, rang dekhun
chori chori chahat ka dhang dekhun, dhang dekhun
o ho tum aise dekhte ho kya, tum aise dekhte ho kya
jaise chor tum ho waise main nahi piya
ke maine aur kya kiya

hath mere behke to ruk gayi kyun, ruk gayi kyun
bhojh tale naino ke jhuk gayi kyun, jhuk gayi kyun
o ho ye ek nazar me kya hua, ye ek nazar me kya hua
banke mom kyun pighal gaya badan tera
ke maine aur kya kiya

dhunde teri chhaya ko tan mera, tan mera
main jo ruku chalta hai man mera, man mera
o ho suno ji more sajana
suno ji more sajana
jane tumhara kab huya mera jiya, ke maine aur kya kiya
maine aur kya kiya, balam yahi to keh diya
ke jo na jane preet kya aise beiman se lagaya hai jiya
ari o bawari mera dil nahi liya ri tumne dard le liya
ke maine aur kya kiya
lyrics of song Maine Aur Kya Kiya, Balam Yahi To Kah Diya
Comments on song "Maine Aur Kya Kiya, Balam Yahi To Kah Diya"
rk10101 on Thursday, September 11, 2008
Dear friend, the actor is Kashinath Ghanekar with Tanuja. Dileep Raaj was
the other man in the movie paired against Mumtaz.
Geeta Jain on Monday, August 23, 2010
SORRY,He is not Dilip Raj but some other Marathi actor (not remembering the
name), and the central character of the film with brown eyes. This actor
also sang a song "jaata hun mai mujhe phir na bulana" Actor Dilip Raj (son
of character actor Jairaj) was the one who paired with actress Mumtaz in
this film, and they sang a duet "chale aaye re hum to sab se bacha ke
ankhiyan"
kianwar on Monday, April 27, 2009
Music by Roshan not Rajesh Roshan. Father not the son.
ktrini1953 on Sunday, September 12, 2010
Dadie maa is the movie but a wonderful actor
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Daadi Maa (1966)
Ashok Kumar, Bina Roy, Rehman, Tanuja, Mumtaz, Shashikala, Durga Khote, Mehmood, Kashi Nath, Chand Usmani, Dileep Raj, Purnima, David, Praveen Paul, Mohan Choti, Paro, Kanhaiya Lal, Meenakshi, Mukri, Karan Devan, Janki Das, RandhirLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Asha Bhonsle, Manna Dey, Mehinder KapoorMajrooh SultanpuriRoshanL V PrasadL V PrasadDaadi Maa at IMDB      Daadi Maa at YouTube     |    Daadi Maa at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type