Video of "Maine Puchha Chand Se Ke" from YouTube
Maine Puchha Chand Se Ke Video Thumbnail
Advertisement
Maine Puchha Chand Se Ke - मैंने पूछा चाँद से के
Lyrics of Maine Puchha Chand Se Ke - मैंने पूछा चाँद से के
maine puchha chand se ke
dekha hai kahi mera yar sa hasin
chand ne kaha, chandni ki kasam, nahi nahi nahi
maine puchha chand se ke
dekha hai kahi mera yar sa hasin
chand ne kaha, chandni ki kasam, nahi nahi nahi
maine puchha chand se

maine ye hijaab tera dhundha
har jagah shabab tera dhundha
kaliyo se misaal teri puchhi
phulo ne jawab tera dhundha
maine puchha baag se
falak ho ya jamin, aisa phul hai kahi
baag ne kaha har kali ki kasam nahi nahi nahi
maine puchha chand se

ho, chaal hai ke mauj ki rawani
julf hai ke raat ki kahani
honth hain ke aayine kawal ke
aankh hai ke maykado ki rani
maine puchha jaam se, falak ho ya jamin
aisi may bhi hai kahi
jaam ne kaha maykashi ki kasam nahi nahi nahi
maine puchha chand se

khubsurati jo tune payi
lut gayi khuda ki bas khudayi
mir ki ghazal kahu tujhe mai
ya kahu khaiyaam ki rubayi

mai jo puchhun shayaro se
aisa dilnashi koi sher hai kahi
shayar kahe shayari ki kasam, nahi nahi nahi
maine puchha chand se ke
dekha hai kahi mera yar sa hasin
chand ne kaha, chandni ki kasam, nahi nahi nahi
maine puchha chand se
lyrics of song Maine Puchha Chand Se Ke
Poetic Translation - Lyrics of Maine Puchha Chand Se Ke - मैंने पूछा चाँद से के
I asked the moon,
"Have you seen, anywhere, my beloved's face so fair?"
The moon replied, by the light it wears, no, no, never.
I asked the moon,
"Have you seen, anywhere, my beloved's face so fair?"
The moon replied, by the light it wears, no, no, never.
I asked the moon,

I searched for your veil,
found it everywhere, your youthful grace.
I asked the buds for your likeness,
the flowers sought your face.
I asked the gardens,
in heavens or on earth, such a bloom, is it there?
The garden said, by every bud's sweet kiss, no, no, never.
I asked the moon,

Your gait, a river's flowing ease,
Your tresses, a night's dark decree.
Your lips, mirrors to the lotus' bloom,
Your eyes, the queen of revelry.
I asked the cup, in heavens or on earth,
such wine, is it there?
The cup declared, by intoxication's sway, no, no, never.
I asked the moon,

The beauty you possess,
steals God's own artistry.
Shall I call you a ghazal of Mir?
A quatrain of Khayyam's decree?

I questioned poets,
such a heart-stealing verse, is it there?
The poet said, by poetry's soul, no, no, never.
I asked the moon,
"Have you seen, anywhere, my beloved's face so fair?"
The moon replied, by the light it wears, no, no, never.
I asked the moon.

Abdullah (1980) - Movie Details
Film CastRaj Kapoor, Sanjay Khan, Zeenat Aman, Sanjeev Kumar, Mehmood, Danny Denzongpa, Bob Christo, Nasir Hussain, Kader Khan, Sujit Kumar, Leela Mishra, Mukri, Gufi Paintal, Rakesh Pandey, Om Prakash, Madan Puri, Helen, Farida Jalal, Parveen Babi, Dheeraj Kumar SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi LyricistAnand Bakshi Music ByR D Burman, Basu Chakraborty, Maruti Rao DirectorSanjay Khan ProducerHamid Ali, Harish Sapkale, Sanjay Khan External LinksAbdullah at IMDB      Abdullah at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement