Video of this song from youtube
Maine Tumko Piya Keh Diya, Ab Kehne Ko Kya Reh Gaya - मैंने तुमको पिया कह दिया अब कहने को क्या रह गया
Lyrics of Maine Tumko Piya Keh Diya, Ab Kehne Ko Kya Reh Gaya - मैंने तुमको पिया कह दिया अब कहने को क्या रह गया
maine tumko piya kah diya maine tumko piya kah diya
ab kahne ko kya rah gaya ab kahne ko kya rah gaya
piya tumko piya kah diya

kaho kya ek mulakat me raha kya ab mere hath me
kaho kya ek mulakat me raha kya ab mere hath me
sari bazi hai ek hath me piya tumko piya kah diya
maine tumko piya kah diya maine tumko piya kah diya

kahne sunne me hai kya in sab sawalo ka matlab hai kya
kahne sunne me hai kya in sab sawalo ka matlab hai kya
puchta hai jaha ab hai kya pyar hamne kya kah diya
maine tumko piya kah diya
ab kahne ko kya rah gaya ab kahne ko kya rah gaya
piya tumko piya kah diya maine tumko piya kah diya
lyrics of song Maine Tumko Piya Keh Diya, Ab Kehne Ko Kya Reh Gaya
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films