Video of this song from youtube
Lyrics of Maine Ye Faisla Kar Liya Hai Ke Mai Tumhse Mohabbat Karunga - मैंने ये फैसला कर लिया है के मैं तुमसे मोहब्बत करूँगा
maine ye faisla kar liya hai ke mai tumse mohabbat karunga
maine ye faisla kar liya hai ke mai tumse mohabbat karunga
log puje kisi ko mujhe kya mai tumhari hi ibadat karunga
maine ye faisla kar liya hai ke mai tumse mohabbat karungi
log puje kisi ko mujhe kya mai tumhari hi ibadat karungi
maine ye faisla kar liya hai ke mai tumse mohabbat karunga

dil ka arman ye nikalunga mai jan de dunga jahar kha lunga
dil ka arman ye nikalunga mai jan de dunga jahar kha lunga
tumkpo hasil na kar saka to dekh lena mai kayamat karunga
maine ye faisla kar liya hai ke mai tumse mohabbat karungi
maine ye faisla kar liya hai ke mai tumse mohabbat karunga

dil me is dard ko ghar baanane na du
dil me is dard ko ghar baanane na du
maine chaha tumhe pas aane du maine chaha tumhe pas aane du
aa gaye to ye yad rakhna ab na tumko mai ruksat karungi
maine ye faisla kar liya hai ke mai tumse mohabbat karunga
maine ye faisla kar liya hai ke mai tumse mohabbat karungi

jab mai wakif na thi ishk ke nam se
tab gujarte the din kitne aram se
jab mai wakif na thi ishk ke nam se
tab gujarte the din kitne aram se
tune cheda mujhe dekh lena mai bhi puri sararat karungi
maine ye faisla kar liya hai ke mai tumse mohabbat karunga
log puje kisi ko mujhe kya mai tumhari hi ibadat karunga
maine ye faisla kar liya hai ke mai tumse mohabbat karungi
maine ye faisla kar liya maine ye faisla kar liya
faisla kar liya faisla kar liya kar liya kar liya
lyrics of song Maine Ye Faisla Kar Liya Hai Ke Mai Tumhse Mohabbat Karunga
Comments on song "Maine Ye Faisla Kar Liya Hai Ke Mai Tumhse Mohabbat Karunga"
gurinder darhele on Friday, July 19, 2013
Brautiful Nice song .
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bekaraar (1983)
Sanjay Dutt, Padmini Kolhapure, Om Puri, Ashok Kumar, Mohnish Bahl, Asrani, Tej Sapru, Supriya Pathak, Mohan Choti, Seema Deo, Dulari MahipalAsha Bhosle, Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Shailendra Singh, Amit KumarAnand BakshiLaxmikant PyarelalV B Rajendra PrasadV B Rajendra PrasadBekaraar at IMDB      Bekaraar at WikipediaBekaraar at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type