Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Maiya Ki Nathania Maiya Ki
3.00 - 1 votes
Religious Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Maiya Ki Nathania Maiya Ki - मैया की नथनियाँ मैया की
jai jai maa maa maa meri maiya
jai jai maa maa maa meri maiya
jai jai maa maa maa meri maiya
jai jai maa maa maa meri maiya

maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
nath rahi sara sansaar, nathnaiya maiya ki
?mano pirali muhaas, nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki

chandi ki naahi, taambe ki naahi
chandi ki naahi, taambe ki naahi
sone ki naahi, rupaye ki naahi
sone ki naahi, rupaye ki naahi
mamta ka uphaar
mamta ka uphaar, nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki

ye nath hai sansaar ki shobha
ye nath hai sansaar ki shobha
pawan aachar vichaar ki shobha
pawan aachar vichaar ki shobha
naari ka satkar, shrishti ka avtaar
nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki

aas beaaso ki hai nathnaiya
aas beaaso ki hai nathnaiya
naath anaatho ki hai nathnaiya
naath anaatho ki hai nathnaiya
sab pe kare upkaar
sab pe kare upkaar
nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
lyrics of song Maiya Ki Nathania Maiya Ki
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Aadi Shakti (2010)
Praveen Kumar, Raza Murad, Narendra Chanchal, Shalu, Tanushree, Amrit PalNarendra Chanchal, Jwala PrasadPraveen DuttaJwala PrasadDaduShyam Choudhary
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type