Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.20 - 5 votes
Masti Bhare Geet
Video of this song from youtube
Lyrics of Man Chal Man Chanchal Ho Jayega - मन चल मन चंचल हो जाएगा
man chal man chanchal ho jayega
ho mera jiya dol jayega
man chal man chanchal ho jayega
ho mera jiya dol jayega

sajdhaj ke aaj nayi raat aayegi, nayi raat aayegi
sajdhaj ke aaj nayi raat aayegi, nayi raat aayegi
sapno ki mere barat aayegi
sapno ki mere barat aayegi
dekh unhe man mera sharmayega
ho dekh unhe man mera sharmayega
ho mera jiya dol jayega
man chal man chanchal ho jayega
ho mera jiya dol jayega

dur hi rakha tha hume duniya ki reet ne
duniya ki reet ne
dur hi rakha tha hume duniya ki reet ne
duniya ki reet ne
jeet liya tumko piya aaj meri preet ne
jeet liya tumko piya aaj meri preet ne
bandhan ye tutne na payega
ho bandhan ye tutne na payega
ho mera jiya dol jayega
man chal man chanchal ho jayega
ho mera jiya dol jayega

unke bhi man me meri preet jaga di
meri preet jaga di
unke bhi man me meri preet jaga di
meri preet jaga di
naiya meri tune prabhu paar laga di
man mera tere hi gun gayega
ho man mera tere hi gun gayega
ho mera jiya dol jayega
man chal man chanchal ho jayega
ho mera jiya dol jayega
lyrics of song Man Chal Man Chanchal Ho Jayega
Comments on song "Man Chal Man Chanchal Ho Jayega"
Bharat Gul on Monday, May 11, 2015
One of several super sweet songs in this movie, with Kise Yaad Rakhun Kise
Bhool Jaaoon by Mukesh being among my most beloved ones ever. Mukesh
composed the music for all the songs and if I recall correctly he also
produced the film.. Thanks for the treat, Ajay.
TheDeepakp on Tuesday, August 18, 2015
Film cast: Mukesh, Usha Kiran, Mridula, Pratima Devi, Uma Devi
Singer: Lata Mangeshkar, Manna Dey, Shamshad Begum, Madhubala Zaveri, Mukesh
Lyricist: Indeevar, Kaif Irfani
Music Director: Mukesh
Film Director: Madhusadan
Sara S.J on Tuesday, May 12, 2015
Indeever ji ne madhur bole likhe hain ..mann chal mann chanchal ho
jayega...Lata ji ke yuva swar main ye geet karnpriye hai.Mukesh ji ne
lajawab sangeet diya hai . Itne pyare geet ke liye Dhanyavaad Ajay.
akarshik on Monday, May 11, 2015
Very sweet melody of Lata jee heard first time Ajay bhai.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Anuraag (1956)
Mukesh, Usha Kiran, Mridula, Pratima Devi, Uma DeviLata Mangeshkar, Manna Dey, Shamshad Begum, Madhubala Zaveri, MukeshIndeevar, Kaif IrfaniMukeshMadhusadanAnuraag at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type