Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Man Ke Darpan Me Chehra - मन के दर्पण में चेहरा
man ke darpan me chehra khila aapka
man ke darpan me chehra khila aapka
in nigaaho ko ab aur kya chahiye
aapne badhke mujhko sahara diya
aapne badhke mujhko sahara diya
meri baaho ko ab aur kya chahiye
man ke darpan me chehra khila aapka
man ke darpan

maine manga tha gul gulsita mil gaya
maine manga
maine manga tha gul gulsita mil gaya
ek jarre ko sara jaha mil gaya
aapse mil ke mujhko sabhi kuch mila
aapse mil ke mujhko sabhi kuch mila
meri chaho ko ab aur kya chahiye
aapne badhke mujhko sahara diya
aapne badhke mujhko sahara diya
meri baaho ko ab aur kya chahiye
man ke darpan me chehra khila aapka
man ke darpan

kho gayi hai ujaalo me meri najar
kho gayi
kho gayi hai ujaalo me meri najar
aa gayi pyar ki muskaati saher
har kadam par baharo ki manjil mili
har kadam par baharo ki manjil mili
meri raaho ki ab aur kya chahiye
aapne badhke mujhko sahara diya
aapne badhke mujhko sahara diya
meri baaho ko ab aur kya chahiye
man ke darpan me chehra khila aapka
man ke darpan me chehra khila aapka
in nigaaho ko ab aur kya chahiye
man ke darpan me chehra khila aapka
lyrics of song Man Ke Darpan Me Chehra
Comments on song "Man Ke Darpan Me Chehra"
Bharat Gul on Monday, August 03, 2015
This song, and all like it, define true love: Enrichment of two hearts by
total *mutual* surrender and mutual celebration. Thanks, Ajay.
DR ARTI SAHAI on Monday, August 03, 2015
this z abs true .agree with the views /analysis of u +Ajay
Yuvraj ..its really superb thx
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ram Nagari (1982)
Amol Palekar, Suhasini, Sulbha Deshpande, Ram NagarkarHariharan, Neelam Sahni, Anuradha Paudwal, HariharanNaqsh LyallpuriJaidevKantilal RathodKantilal RathodRam Nagari at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type