Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Man Mein Shiva - मन में शिवा
chamke sitare dekho humare satru to saare hare
jai hum wo seepahi jo hai sada hi
roop shiva ka dhaare jai hai hay
aaj andhere chhate hai kam huye hai ghate hai
kal jo dushman yaha the aaj pichhe hate hai
gaati ye dharti hai gaata ye ambar hai
gaati hai saari hawa
tere man mein shiva mere man mein shiva
saanso mein shiva prano mein shiva
har ghadi mein shiva har disha mein shiva
aaj gunja hua hai jai jai shiva

tere man mein shiva mere man mein shiva
saanso mein shiva prano mein shiva
har ghadi mein shiva har disha mein shiva
aaj gunja hua hai jai jai shiva
tere man mein shiva
har har mahadev har har har mahadev
saari deeware bhi saari talware bhi
tumne dushman ki ab tod di hai
aayi thi aandhiya jis disha se
yaha us disha hi mod di hai

bhaar utarna hi tha ye to karna hi tha
ye hona hi tha sun le bhaau
unko jana hi tha humko aana hi tha
ye to hona tha bhaau
ha desh bhi aaj apna hai
desh pe raaj apna hai
apna hi to singhasan hai
ab jo hai taaz apna hai
himmat ki agni mein loha peghalta hai
vishwas hamko hua
tere man mein shiva mere man mein shiva
saanso mein shiva prano mein shiva

har ghadi mein shiva har disha mein shiva
aaj gunja hua hai jai jai shiva
tere man mein shiva mere man mein shiva
saanso mein shiva prano mein shiva
har ghadi mein shiva har disha mein shiva
aaj gunja hua hai jai jai shiva
tere man mein shiva
har har mahadev har har har mahadev
lyrics of song Man Mein Shiva
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Panipat (2019)
Ajay Atul, Sudesh Bhosle, Kunal Ganjawala, Swapnil Bandodkar, Padmanabh Gaikwad, Priyanka Barve, Deepanshi Nagar, Abhay Jodhpurkar, Shreya GhoshalJaved AkhtarAjay AtulPanipat at IMDB      Panipat at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type