Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Mana Kanto Se Bhari Huyi Hai - माना काँटों से भरी हुई हैं, माना काँटों से भरी हुई हैं
maana kaanto se bhari hui hain, maana kaanto se bhari hui hain
jivan ki galiyaa ho jivan ki galiya
apane aangan me likhi hui hain khushiyo ki kaliyaa
khushiyo ki kaliyaa
na koi dukh hain na koi dar hain, ye apna ghar hai
apne sapno ka mandir hai ye apna ghar hain
o kitana pyaara hain, kitana sundar hain
kitana sundar hain, kitana sundar hain

raakhi ke din maang le kuchh tu, aaj naa chup rahan
ho aaj na chup rahana
tu maange to jaan bhi de du main tujhko bahna
tu maange to jaan bhi de du main tujhko bahna
hak sabse pahle tera mujhpar hain
apne sapno ka mandir hai ye apna ghar hain
o kitana pyaara hain, kitana sundar hain
o kitana pyaara hain, ho kitana sundar hain
kitana sundar hain, kitana sundar hain
lyrics of song Mana Kanto Se Bhari Huyi Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Swarg Se Pyara Ghar Hamara (1992)
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type