Video of this song from youtube
Advertisement
Mange Ja Har Baar - मांगे जा, मांगे जा, मांगे जा
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Mange Ja Har Baar - मांगे जा, मांगे जा, मांगे जा
maange ja, maange ja, maange ja
tu maange jaa har baar
maange ja, maange ja, maange ja
tu maange jaa har baar
maange ja, maange ja, maange ja

deke kab tak kiya karenge
deke kab tak kiya karenge
tujhko koi nisaar
tu maange jaa har baar
maange ja, maange ja, maange ja

naina neer bhare, man murakh
kiska vesh dhare man murakh
naina neer bhare, man murakh
kiska vesh dhare man murakh
jisne tujhko janam diya hai
wo hai jimmedar
jisne tujhko janam diya hai
wo hai jimmedar
tu maange jaa har baar
maange ja, maange ja, maange ja

kaam kiye ja naam kiye ja
kaam kiye ja naam kiye ja
kadwe meethe jaam peeye ja
kaam kiye ja naam kiye ja
kadwe meethe jaam peeye ja
jeevan ke sangram kiye jaa
jeet ho chaahe haar
jeevan ke sangram kiye jaa
jeet ho chaahe haar
tu maange jaa har baar
maange ja, maange ja, maange ja
lyrics of song Mange Ja Har Baar
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement