Video of this song from youtube
Mastee Ke Char Din Hain - मस्ती के चार दिन है
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Mastee Ke Char Din Hain - मस्ती के चार दिन है
mastee ke char din hain bakee bekar din hain
inka maja le bakee bhul ja re bhul ja
mastee ke char din hain bakee bekar din hain
inka maja le bakee bhul ja re bhul ja
dil pe na lena yara kismat ka khel sara
mastee me jee le bakee bhul ja re bhul ja
mastee ke char din hain bakee bekar din hain
inaka maja le bakee bhul ja re bhul ja

kal hua jo kal hua woh toh gujra pal hua
yad na kar bhul ja inn palo ka le maja
bhul ja le maja bhul ja
mastee ke char din hain bakee bekar din hain
inka maja le bakee bhul ja re bhul ja
dil pe na lena yara kismat ka khel sara
mastee me jee le bakee bhul ja re bhul ja

ajnabee chehre yaha ajnabee see dastan
dastan ko bhul ja inn palo ka le maja
bhul ja le maja bhul ja
mastee ke char din hain bakee bekar din hain
inka maja le bakee bhul ja re bhul ja
dil pe na lena yara kismat ka khel sara
mastee me jee le bakee bhul ja re bhul ja
lyrics of song Mastee Ke Char Din Hain
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films