Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.40
Total Vote(s) : 5
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Mati Ko Le Jana Na Is Mati Ko - माटी को ले जाना ना इस माटी को
bade bade tufano ke aage kabhi nahi jo hara hai
nari ki takat par ab tak jinda desh tumhara hai
mati ko le jana na is mati ko le jana na
desh hai mahan iski shan ko mitana na
mati ko le jana na is mati ko le jana na
desh hai mahan iski shan ko mitana na

vichhada huwa yaha ka vichhadi ka nur hain
han vichhadi ka nur hain
is mati me rama huwa sitaji ka sindur hain
sitaji ka sindur hain
desh ke javano o faishan ke diwano thodi bat purani mano
apni sej ko parayi nag se kabhi sajana na
mati ko le jana na is mati ko le jana na
desh hai mahan iski shan ko mitana na

galiya parayi ko khoya tera dhyan hain
ho khoya tera dhyan hai
apni pujaran ka tu hi bhagavan hai
tu hi bhagavan hai
ram hai tu uska ghanashyam hai tu uska
charo dham hai tu uska
aisi nari ke jigar pe katari tu chalana na
mati ko le jana na is mati ko le jana na
desh hai mahan iski shan ko mitana na
lyrics of song Mati Ko Le Jana Na Is Mati Ko
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Fashion (1959)
Pradeep Kumar, Mala Sinha, Manoj Kumar, Chandrashekhar, KammoAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Hemant Kumar, Geeta Dutt, Mubarak Begum, Sulochana KadamBharat VyasHemant KumarLekhraj BakshiFashion at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type