Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Masti Bhare Geet
Video of this song from youtube
Lyrics of Matwali Ghatao Zara Tum Jhum Ke Aana - मतवाली घटाओ जरा तुम झूम के आना
matwali ghatao
matwali ghatao jara tum jhum ke aana
khushiyo ka zamana hain
ye khushiyo ka zamana
matwali ghatao jara tum jhum ke aana
khushiyo ka zamana hainye
khushiyo ka zamana

kaliya meri armano ki muskane lagi hai
rah rah ke nigahe meri sharmane lagi hai
aji sarmane lagi hai
dekha hain in aankho ne khawab suhana
khushiyo ka zamana hain
ye khushiyo ka zamana
matwali ghatao jara tum jhum ke aana
khushiyo ka zamana hain
ye khushiyo ka zamana

najro ko meri aaj tum pahchan gaye ho
kahte hain mohabbat kise tum jaan gaye ho
aji tum jan gaye ho
ab itni si vinti hai
ab itni si vinti hainkahi dur na jana
khushiyo ka zamana hain
ye khushiyo ka zamana
matwali ghatao jara tum jhum ke aana
khushiyo ka zamana hain
ye khushiyo ka zamana

shikwa kabhi hum jurm sitam ka nahi karte
hum chahne wale nahi dukh dard se darte
nahi dukh dard se darte
ulfat ne sikhaya hain
ulfat ne sikhaya hainhame ranj uthana
khushiyo ka zamana hain
ye khushiyo ka zamana
matwali ghatao jara tum jhum ke aana
khushiyo ka zamana hain
ye khushiyo ka zamana
lyrics of song Matwali Ghatao Zara Tum Jhum Ke Aana
Comments on song "Matwali Ghatao Zara Tum Jhum Ke Aana"
Riaz Ali on Tuesday, June 19, 2012
Bahut hi khoob bhai. kabhi kabhi aap bhi aaya karo aur humko aise nayab
upload kiya karo.
Manohar Kapur on Monday, June 03, 2013
It is from 1950 movie Hanste Rehna MD Wadhwa. mlk
romesh.majotra on Tuesday, June 19, 2012
Pl keep bringing such rare gems. Thanks
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Hanste Rahena (1950)
Sulochana Kadam, Khan Mastana, Leela MehtaFarooq QaiserWadhwa
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type