Video of this song from youtube
Ajab Teri Karni Maula - अजब तेरी करनी मौला
SingerSwanand Kirkire
Music bySwanand Kirkire
LyricistSwanand Kirkire
ActorAnupam Kher, Aditya Pancholi, R. Siddharth, Farooque Padmapriya, Nicollete Bird
CategoryDard Bhare Geet, Religious Songs
MovieStriker (2010)
Lyrics of Ajab Teri Karni Maula - अजब तेरी करनी मौला
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab meri bharni maula
ajab teri karni maula
waqt ki lai pe dekho jhule
jhule jivan hi dola
waqt ki lai pe dekho jhule
jhule jivan hi dola
shehar akela hai, lakh hai galiyan
manzil to dikhti, raah na miliyan
shehar akela hai, lakh hai galiyan
manzil to dikhti, raah na miliyan
dhoop ka chaon ka jaal pasara hai
khwab ko seecha tune, aas ko mara hai
gum ko khushi ko ek kaate pe na tola
maula maula maula maula maula maula maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab meri bharni maula
sanso ka rela chalta hi jaye
dil ye dhadkhne se baaz na aaye
sanso ka rela chalta hi jaye
dil ye dhadkhne se baaz na aaye
mann ke chand pe badri khayalo ki
nange zehan pe hai barkha sawalo ki
kal ka woh tala tune kal hi kyun na khola
maula maula maula maula maula maula maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab meri bharni maula
waqt ki lai pe dekho jhule
jhule jivan hi dola
waqt ki lai pe dekho jhule
jhule jivan hi dola
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab meri bharni maula
ajab tera khela maula
ajab tera mera maula
ajab ye jhamela maula
ajab tera dhanda maula
ajab mein bhi banda maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab meri bharni maula
waqt ki lai pe dekho
jhule jhule jivan hi dola
waqt ki lai pe dekho jhule
jhule jivan hi dola
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab meri bharni maula
ajab teri karni maula
waqt ki lai pe dekho jhule
jhule jivan hi dola
waqt ki lai pe dekho jhule
jhule jivan hi dola
shehar akela hai, lakh hai galiyan
manzil to dikhti, raah na miliyan
shehar akela hai, lakh hai galiyan
manzil to dikhti, raah na miliyan
dhoop ka chaon ka jaal pasara hai
khwab ko seecha tune, aas ko mara hai
gum ko khushi ko ek kaate pe na tola
maula maula maula maula maula maula maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab meri bharni maula
sanso ka rela chalta hi jaye
dil ye dhadkhne se baaz na aaye
sanso ka rela chalta hi jaye
dil ye dhadkhne se baaz na aaye
mann ke chand pe badri khayalo ki
nange zehan pe hai barkha sawalo ki
kal ka woh tala tune kal hi kyun na khola
maula maula maula maula maula maula maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab meri bharni maula
waqt ki lai pe dekho jhule
jhule jivan hi dola
waqt ki lai pe dekho jhule
jhule jivan hi dola
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab meri bharni maula
ajab tera khela maula
ajab tera mera maula
ajab ye jhamela maula
ajab tera dhanda maula
ajab mein bhi banda maula
ajab teri karni maula
ajab teri karni maula
ajab meri bharni maula
waqt ki lai pe dekho
jhule jhule jivan hi dola
waqt ki lai pe dekho jhule
jhule jivan hi dola
Comments on song "Ajab Teri Karni Maula"
jawwad mobin SAJID on Monday, January 25, 2010
1 st 1 well done
1 st 1 well done
centigram1 on Monday, May 31, 2010
lovely song!!!
lovely song!!!
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


this is song is really good...