Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Mausam Aaya Hai - मौसम आया हैं
mausam aaya hain
mausam aaya hain
or karib aane ka
ang lag jaane ka
tujh pe mar jaane ka
itna tadpaaya hain

ab aashiya banake tere dil me rahna hain
ab aashiya banake tere dil me rahna hain
duniya hume kya rokegi, duniya se kahna hain
duniya hume kya rokegi, duniya se kahna hain
sajan man bhaya hain
mausam aaya hain
mausam aaya hain

jisne mere din raato ko gulzaar kar diya
jisne mere din raato ko gulzaar kar diya
jisne mera bahaaro se singaar kar diya
jisne mera bahaaro se singaar kar diya
vo tera saaya hain, vo tera saaya hain
mausam aaya hain
mausam aaya hain

humne to seedha saadha bus ek kaam kiya hain
humne to seedha saadha bus ek kaam kiya hain
mahbub pahle rab se tera naam liya hain
mahbub pahle rab se tera naam liya hain
ishk rang laaya hain
mausam aaya hain or karib aane ka
mausam aaya hain ang lag jaane ka
mausam aaya hain
mausam aaya hain
lyrics of song Mausam Aaya Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ek Number Ka Chor (1990)
Mazhar Khan, Sneh Lata, Aatish Devgan, Harish Patel, Reeta BhaduriAlka Yagnik, Mohammed Yunus, Wasi RazaTajdar Amrohi, Nida Fazli, Maya GovindMaqsood IqbalTajdar AmrohiTajdar AmrohiEk Number Ka Chor at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type