Video of this song from youtube
Mausam Badal Raha Jadu Sa Chal Raha Hai - मौसम बदल रहा है जादू स चल रहा है
Lyrics of Mausam Badal Raha Jadu Sa Chal Raha Hai - मौसम बदल रहा है जादू स चल रहा है
mausam badal raha hai jadu sa chal raha hai
mausam badal raha hai jadu sa chal raha hai
kahi kho gaye hum sajna
mausam badal raha hai jadu sa chal raha hai
mausam badal raha hai jadu sa chal raha hai
kahi kho gaye hum sajna
mausam badal raha hai jadu sa chal raha hai
mausam badal raha hai jadu sa chal raha hai

teri bindiya tera kajraa
puch raha kya tera kangna
mang raha rab se dua
chhute kabhi ab tera sang na
teri khusbu leke khile phul baharo ke
tujhse jawa jane jaha rang najaaro ke
sawan bhi jal raha hai
jadu sa chal raha hai
sawan bhi jal raha hai, jadu sa chal raha hai
kahi kho gaye hum sajna
mausam badal raha hai jadu sa chal raha hai
mausam badal raha hai jadu sa chal raha hai

meri nindiya tera sapna
meri ankhiyo me tera chehra
mera tan man teri dhadkan
meri saanso pe tera pehra
ek pal bhi dur na tu mere khyalo se
maine tujhe pyar kiya kitne saalo se
arman machal raha hai jadu sa chal raha hai
arman machal raha hai jadu sa chal raha hai
kahi kho gaye hum sajna
mausam badal raha hai jadu sa chal raha hai
mausam badal raha hai jadu sa chal raha hai
lyrics of song Mausam Badal Raha Jadu Sa Chal Raha Hai
Comments on song "Mausam Badal Raha Jadu Sa Chal Raha Hai"
sameer69sahani on Wednesday, July 20, 2011
nagma looks big,juicy, fleshy n hot...
NSSPP on Monday, October 20, 2014
Please upload in HD
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films