Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Mausam Ye Suhana Aha Aha - मौसम ये सुहाना
mausam ye suhana
mausam ye suhana are ye mast zamana
are ye mast zamana
mausam ye suhana
mausam ye suhana are ye mast zamana
are ye mast zamana

purke bahaare makhmur fizaayen
purke bahaare makhmur fizaayen
kyu kar meri jawan umango pe na chhaye
kyu kar meri jawan umango pe na chhaye
bitrat suna rahi hai jawani ka tarana
mausam ye suhana
mausam ye suhana are ye mast zamana
are ye mast zamana

titli main jaaun vaari
ye kaisi bekraari
titli main jaaun vaari
ye kaisi bekraari
phulo ke labo ko kyu tu chumti hai pyaari
phulo ke labo ko kyu tu chumti hai pyaari
kaisi hai dhun ye teri
ha phul pe mandlana
har phul se ras pana
mausam ye suhana
mausam ye suhana are ye mast zamana
are ye mast zamana

hai mast teri nazare chehra tera kitaabi
hai mast teri nazare chehra tera kitaabi
duniya ko bana dogi tum ek din sharaabi
duniya ko bana dogi tum ek din sharaabi
aankhe hai teri ya fir chhalka hua paimana
ya jhumta maykhana
mausam ye suhana
mausam ye suhana are ye mast zamana
are ye mast zamana
lyrics of song Mausam Ye Suhana Aha Aha
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Romeo And Juliet (1947)
Anwar, Nisar, Nargis Dutt, Sapru, Nazir KashmiriZohrabaiJigar Moradabadi, Majrooh Sultanpuri, Faiz Ahmed Faiz, Manohar Khanna, Akhtar SheeraniHusnlal BhagatramAkhtar Hussain
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type