Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.57 - 7 votes
Salman KhanPhilosophical Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Maut Se Kya Darna Use To Aana Hai - मौत से क्या डरना उसे तो आना है
maut se kya darna kya darna kya darna
maut se kya darna use to aana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna use to aana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna kya darna kya darna

sawan bhado basant patjhad
rituye aani jani hai
kasme wade pyar wafa ki
rasme badi purani hai
sawan bhado basant patjhad
rituye aani jani hai
kasme wade pyar wafa ki
rasme badi purani hai
rasme badi purani hai
kya jina kya marna dil diwana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna kya darna kya darna

aaj mujhe kuch aur nahi
bas tumse itna kahna hai
tum mere ho mere liye hi
tumhe salamat rahna hai
aaj mujhe kuch aur nahi
bas tumse itna kahna hai
tum mere ho mere liye hi
tumhe salamat rahna hai
tumhe salamat rahna hai
mar jaungi barna maut bhana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna kya darna kya darna

dil kitna najak hai mera
dekho ye dil tute na
sath jiyenge sath marenge
sath hmara chhute na
sath hmara chhute na
dil me dhiraj dharna hmne jana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna kya darna kya darna
lyrics of song Maut Se Kya Darna Use To Aana Hai
Comments on song "Maut Se Kya Darna Use To Aana Hai"
kuldeep singhcheema cheema on Saturday, November 20, 2010
Zindgi 2din ki he 1din tumhare haq me 1din tumhare khilf jb tumhare hak me
ho us din gurur n krna or jb tumhare khilaf us din sabar kar lena
duaa01 on Sunday, February 13, 2011
great song with great poetry&voice.specially lata ji voice from 253..to 355
no one can compete with lata ji.
Deepak Mishra on Tuesday, August 25, 2009
movie is patthar ke phool
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Patthar Ke Phool (1991)
Salman Khan, Raveena Tandon, Vinod Mehra, Dinesh Hingoo, Manohar Singh, Kiran Kumar, Reema Lagoo, Goga Kapoor, Viveck Vaswani, Deep Dhillon, Gavin PackardLata Mangeshkar, Suresh Wadkar, Manhar Udhas, S.P. Balasubramaniam, PoornimaDev Kohli, Rawinder RawalRam LakshmanAnant BalaniG P Sippy, Viveck VaswaniPatthar Ke Phool at IMDB      Patthar Ke Phool at WikipediaPatthar Ke Phool at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type