Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Maze Le Lo, Jo Hona Hai Wahi Hoga - मज़े ले लो, जो होना है वही होगा
maze le lo, maze le lo maze le lo
maze le lo, maze le lo maze le lo
jo hona hai wahi hoga, hai kya hona ye mat socho
maze le lo, maze le lo maze le lo
maze le lo, maze le lo maze le lo

kuchh bhi na samajhe, samjha ke haari
paale pada hai sajna anaari
deewana deewana, deewana deewana
deewana deewana, deewana deewana
mujhko mili hai kya dil ki rani
aadhi sayani aadhi deewani
deewani deewani, deewani deewani
deewani deewani, deewani deewani
maze le lo, maze le lo maze le lo
jo hona hai wahi hoga, hai kya hona ye mat socho

kaisa sabak tune dil ko padhaya hai
kis hoshiyaari se dil mein samaya hai
ye saara chakkar to tune chalaya hai
iljam jhutha kyun mujhpe lagaya hai
banta hai kitna sayana kaisa kare bahaana
deewana deewana, deewana deewana
deewani deewani, deewani deewani
maze le lo, maze le lo maze le lo
jo hona hai wahi hoga, hai kya hona ye mat socho

tujhse hasi koi baaho me aaye to
aaye gale milke dilko churaye to
teri kasam uski main jaan le lungi
sautan meri banke koi dikhaye to
ye julm naa karna rani, yaari to hai nibhani
deewani deewani, deewani deewani
deewana deewana, deewana deewana
maze le lo, maze le lo maze le lo
jo hona hai wahi hoga, hai kya hona ye mat socho

do din ki hasti me, ek pal ki masti hai
jiske liye saari duniya tarasti hai
hey milke deewane to jisko basate hai
ye dil ki basti to mushkil se basti hai
sapno ka wo ghar suhana humko bhi hai basana
deewana deewana, deewana deewana
deewani deewani, deewani deewani
kuchh bhi na samajhe, samjha ke haari
paale pada hai sajna anaari
deewana deewana, deewana deewana
deewani deewani, deewani deewani
mujhko mili hai kya dil ki rani
aadhi sayani aadhi deewani
deewani deewani, deewani deewani
deewana deewana, deewana deewana
maze le lo, maze le lo maze le lo
jo hona hai wahi hoga, hai kya hona ye mat socho
maze le lo, maze le lo maze le lo
lyrics of song Maze Le Lo, Jo Hona Hai Wahi Hoga
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bandhan Anjana (1985)
Vicky Khan, Sharmila, Utpal Dutt, Paintal, Mazhar Khan, Kavita ThakurManhar Udhas, Chandrani Mukherjee, S P Balasubramaniam, Shabbir Kumar, AbhijeetIndeevarBappi LahiriPrabhat RoyLaila DawoodBandhan Anjana at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type