Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Mera Dil Baharo Ka Wo Phool Hai
3.75 - 12 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Mera Dil Baharo Ka Wo Phool Hai - मेरा दिल बहारों का वो फूल है
mera dil baharo ka wo phul hai
mera dil baharo ka wo phul hai
jise gulsita ki nazar lag gayi
kisi ne jalaya nahi ye chaman
ise bagba ki nazar lag gayi

ye sach hai ke tumne mujhe gum diya
tumhe fir bhi maine na ruswa kiya
ye sach hai ke tumne mujhe gum diya
tumhe fir bhi maine na ruswa kiya
kisi ne jo pucha to ye kah diya
mujhe aasma ki nazar lag gayi
mera dil baharo ka wo phul hai
jise gulsita ki nazar lag gayi

mujhe is zamane ne luta nahi
ye dil badnasibi se tuta nahi
mujhe is zamane ne luta nahi
ye dil badnasibi se tuta nahi
sitamgar koi mujhse rutha nahi
kisi meharba ki nazar lag gayi
mera dil baharo ka wo phul hai
jise gulsita ki nazar lag gayi

nazar muskurai thi jiske liye
usi ne nigaho ko aasu diye
nazar muskurai thi jiske liye
usi ne nigaho ko aasu diye
jaha dil diwane ne sajde kiye
wahi aasta ki nazar lag gayi
mera dil baharo ka wo phul hai
jise gulsita ki nazar lag gayi
lyrics of song Mera Dil Baharo Ka Wo Phool Hai
Comments on song "Mera Dil Baharo Ka Wo Phool Hai"
Indu Puri on Tuesday, April 09, 2013
mujhe is jamane ne luta nahi ye dil badnasibi se tuta nahi sitamgar koi
mujhe rutha nahi kisi meharba ki najar lag gayi mera dil baharo ka wo phul
hai jise gulsita ki najar lag gayi najar muskurai thi jiske liye usi ne
nigaho ko aasu diye najar muskurai thi jiske liye usi ne nigaho ko aasu
diye jaha dil diwane ne sajde kiye wahi aasta ki najar lag gayi mera dil
baharo ka wo phul hai jise gulsita ki najar lag gayi
Indu Puri on Tuesday, April 09, 2013
mera dil baharo ka wo phul hai jise gulsita ki najar lag gayi kisi ne
jalaya nahi ye chaman ise bagba ki najar lag gayi ye sach hai ke tumne
mujhe gum diya tumhe fir bhi maine na ruswa kiya ye sach hai ke tumne mujhe
gum diya tumhe fir bhi maine na ruswa kiya kisi ne jo pucha to ye kah diya
mujhe aasma ki najar lag gayi.schmuch heart wrenching lyrics
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aadhi Raat Ke Baad (1965)
Ashok Kumar, Ragini, Sailesh Kumar, Agha, Sajjan, Ulhas, Murad, Rajan Haksar, KumarAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Suman Kalyanpur, Mohammed RafiAnand Bakshi, Prem DhawanChitraguptNanubhai BhattAadhi Raat Ke Baad at IMDB      Aadhi Raat Ke Baad at WikipediaAadhi Raat Ke Baad at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type