Video of this song from youtube
Mera Ilaaka - मेरा इलाका
thumb coming soon

4.00 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Mera Ilaaka - मेरा इलाका
are mast rabchik aunty ke saath pab me jaaye kaka
teri maa ka saiyina ka are chhod mera ilaaka
teri maa ka saiyina ka are chhod mera ilaaka
tisra betaal saala ye bhi bjaye dhaka
teri maa ka saiyina ka are chhod mera ilaaka

muh se nikal cigrate ka dhunya
apun ko bol na jo bhi hua
are bol na yaar
are bike se karte hai mumbai ka tur
bhaad me jaye saala kola angur
usa ka visa nahi
bas se chalte hai dhaaka
teri maa ka saiyina ka are chhod mera ilaaka
teri maa ka saiyina ka are chhod mera ilaaka

mumbai ki life hai badi ki jhkaas
hai iske adde yhaa par pachas
maja le pab aur bear baar ke
maal pheko to milti hai aaitam bahut patakha
teri maa ka saiyina ka are chhod mera ilaaka
teri maa ka saiyina ka are chhod mera ilaaka

seth log maja lete sun paath me
garib log pade hai phutpaath me
bade bade logo ke bade nakhare
sethayin phasaye roj naye bakre
koi khaye pizza burger koi maare phanka
teri maa ka saiyina ka are chhod mera ilaaka
teri maa ka saiyina ka are chhod mera ilaaka

hapta basulate hai mumbai me
sikka chalte hai apna dubai me
are film wale karte hai saare salam
jo bhi leta panga uaska kaam tamaam
duniya ke kone kone me hoga apna dhaka
teri maa ka saiyina ka are chhod mera ilaaka
teri maa ka saiyina ka are chhod mera ilaaka
lyrics of song Mera Ilaaka
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films