Video of this song from youtube
Advertisement
Mera Jeena Hai Kya Marna Hai Kya (Remix) - अब दुनिया से सिकवा नहीं
SingerNeeraj Shridhar
Music byPritam Chakraborty
LyricistSameer
ActorJohn Abraham
CategoryRemix Songs
MovieAashayein (2010)
Lyrics of Mera Jeena Hai Kya Marna Hai Kya (Remix) - अब दुनिया से सिकवा नहीं
ab duniya se shikwa nahi hai
na raha ab zindagi se gila
kis ka karam hai, kis ki dua hai
ya nasibo se tu mujh ko mila
ab jo mile ho door na jana
tere bina dil lagta nahi
mera jina hai kya marna hai kya, jab sath tera nahi
pake rab kya karu, jab tu hi mera nahi
mera jina hai kya marna hai kya, jab sath tera nahi
pake rab kya karu, jab tu hi mera nahi
berang se din the tanha thi rate
kuch na badalta jo tum na aate
berang se din the tanha thi rate
kuch na badalta jo tum na aate
kehne ko yu to rishte kayi hai
rishto me koi apna nahi
mera jina hai kya marna hai kya, jab sath tera nahi
pake rab kya karu, jab tu hi mera nahi
mera jina hai kya marna hai kya, jab sath tera nahi
pake rab kya karu, jab tu hi mera nahi
kyu chuph gaya hai akhiyo ko miche
sharmo haya ke pardo ke piche
kyu chuph gaya hai akhiyo ko miche
sharmo haya ke pardo ke piche
apne sanam se parda hai kaisa
jab ke khuda se parda nahi

Comments on song "Mera Jeena Hai Kya Marna Hai Kya (Remix)"
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

I LOVE YOU NIDHI I LOVE U SO MUCH THIS SONG I DEDICATE TO U...BERANG SE DIN THE TANHA THI RAATE KUCH NA BADALTA JO TUM NA AATE