Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.67 - 3 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Mera Pyaar Haar Gaya Haay Re - मेरा प्यार हार गया हाय रे
ro rahi hain hasarate
milna bahut dushvaar hai
iss taraf mai uss taraf too darmiya divaar hai

mera pyaar haar gaya haay re
maangi khushi duhkh paaye re
koi kahan ab jaaye re
mera pyaar haar gaya haay re

baras rahi hain aankh se chham chham
baras rahi hain aankh se chham chham
bin badal barsate
ojhal ho gaya chaand najar se
naagin ban gayi raate
haay nagin ban gaayi raate
dil baar baar ghabaraaye re
maangi kushi duhkh paaye re
koi kahan ab jaaye re
mera pyaar haar gaya haay re

be-par hu mai paas tumhaare
be-par hu mai paas tumhaare
kaise ud kar jaaun
sar takara kar iss pinjare se
mai na kahin mar jaau
haay mai na kahin mar jaau
roye nain chain nahi aaye re
maangi kushi duhkh paaye re
koyi kahan abb jaaye re
mera pyaar haar gaya haay re
lyrics of song Mera Pyaar Haar Gaya Haay Re
Comments on song "Mera Pyaar Haar Gaya Haay Re"
TUFAIL HEERA on Friday, August 03, 2012
It is so beautiful song of very Pretty & Gorgeous Lady Madam Husna. No
doubt it was lost song from hidden treasure of music gem. I appreciated
your struggles regarding posting of unique, extraordinary and delightful
upload. Secondly one thing is clear that I had heard this song long time
ago. I like this superb song. Thanks a lot you had discovered memorable and
graceful song of all times. Thanks again for amazing, RARE and marvelous
upload.
neenaly on Friday, August 03, 2012
jee haan ye snake story shandaar movie hai- mere is channel per available
hai- aur aapki uploaded ki hui film naag aur naagin isi film ka remake hai
aur wo b bohat achi film hai-
Dharmesh Kumar on Saturday, August 04, 2012
Beautiful, It's a pleasure to see this video version. Thanks for sharing
this nice and clean print. keep up the good work. :-)
Talat Sheikh on Saturday, August 04, 2012
What a beautiful song. I am not a big fan of Zubieda ever, but this song
really touch you. Very well composed and sung.
InsaaniatDost on Friday, August 03, 2012
nice song. pata nahin jis film main HUSNA ho woh akser lost or rare
kiyon hoti hai?
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Naagin (1959)
Abbas Ajmeri, Abdul Karim Baloch, Husna, Yusuf Khan, Rattan KumarIqbal Bano, Salim RazaSafdar HussainKhalil QaiserWazir AliNaagin at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type