Video of this song from youtube
Mere Bapu Se Ye Kehna Ki Tumhara Desh Rota Hai - मेरे बापू से ये कहना तुम्हारा देश रोता है
SingerTalat Mahmood
Music bySushant Bannerjee, Jayanti Joshi, Bharat Mehta, Varma
LyricistRamesh Gupta
Actor
Category
MovieMatlabi Duniya (1961)
Lyrics of Mere Bapu Se Ye Kehna Ki Tumhara Desh Rota Hai - मेरे बापू से ये कहना तुम्हारा देश रोता है
mere bapu se ye kahna tumhra desh rota hai
tumhari kalpanao ka yaha par khun hota hai
mere bapu se ye kahna
watan ki tumne phulwari ko sicha khun se apne
tumhari kalapanao ke adhure hai abhi sapne
adhure hai abhi sapne
tumhare kal ke satyug ka nahi abhash hota hai
mere bapu se ye kahna
niyat insan ki badli badhi irshya se barbadi
sisak kar ro rahi dekho ahinsa or abadi
ahinsa or abadi
aniti naachti hai desh ka adarsh khota hai
mere bapu se ye kahna
pahan kar wastar ukhabi ke
bane bahrupiye neta
ahinsa na milti to yaha har aasra leta
yaha har aasra leta
tumhare nam ka bapu yaha vyopar hota hai

Comments on song "Mere Bapu Se Ye Kehna Ki Tumhara Desh Rota Hai"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Never heard before, who is the music composer of this movie.?