Video of this song from youtube
Mere Dil Me Tum Najar Me Tum, Saanso Me Tum Hi Samaye - मेरे दिल में तुम नजर में तुम, साँसों में तुम ही समाये
Lyrics of Mere Dil Me Tum Najar Me Tum, Saanso Me Tum Hi Samaye - मेरे दिल में तुम नजर में तुम, साँसों में तुम ही समाये
mere dil me tum, najar me tum, sanso me tum hi samaye

koi pyas mithi mithi si, tumhe har ghadi bulaye

aankho me kajra lagaye, balo me gajra sajaye
mathe ki bindiya bhi puchhe, mujhe ke sajna tera kab aaye
dekhu mai jab jab aaina, dikhte tumhare hi saye
mere dil me tum, najar me tum, sanso me tum hi samaye
mere dil me tum, najar me tum, sanso me tum hi samaye
koi pyas mithi mithi si, tumhe har ghadi bulaye
mere dil me tum, najar me tum, sanso me tum hi samaye

tham tham ke chalte hain pal, aise nahi the yeh kal
tum kya mujhe bhi nahi yeh pata, sine me hai kaisi halchal
aahte kahi bhi ho, lagta hai tum hi aaye
mere dil me tum, najar me tum, sanso me tum hi samaye
mere dil me tum, najar me tum, sanso me tum hi samaye
koi pyas mithi mithi si, tumhe har ghadi bulaye
mere dil me tum, najar me tum, sanso me tum hi samaye
lyrics of song Mere Dil Me Tum Najar Me Tum, Saanso Me Tum Hi Samaye
Comments on song "Mere Dil Me Tum Najar Me Tum, Saanso Me Tum Hi Samaye"
MrRajkoemar on Wednesday, March 30, 2011
Wauw great song of lata ji. Heard it after long time. great upload. bye raj
Samit Deb on Thursday, October 10, 2013
Rizwan dada, thanks a lot was long searching this gem
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films