Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.
We will add as soon as the video of the song is available.

Advertisement
Mere Raja Tu Soja - मेरे राजा तू सो जा
Lyrics of Mere Raja Tu Soja - मेरे राजा तू सो जा
mere raja tu so ja
sapno ki duniya me kho ja
mere raja tu so ja
sapno ki duniya me kho ja
roya hain bahut kuchh der to khush ho ja
o o mere raja tu so ja

tujhko gale laga lu, dil me tujhe basa lu
sajni se maa ban ke apne, aanchal me tujhe chhupa lu

aa apni julfo ka, main karti hu saya
jaalim logo ne mere, baalam ko bada sataya

gam na kar tu pyare, ye din kat jayenge
badlega ye mausam dukh ke, baadal chhat jayenge

Jeene Do (1990) - Movie Details
Film CastSanjay Dutt, Jackie Shroff, Sonam, Farha, Anupam Kher, Amrish Puri, Shakti Kapoor, Kulbhushan Kharbanda, Jagdish Raaj, Beena, Aparajita, GhanshyamSingerLata Mangeshkar, Amit Kumar, Asha Bhosle, Suresh Wadkar, Mohammed Aziz, Babla MehtaLyricistAnand BakshiMusic ByR D BurmanDirectorRakesh SethiProducerRakesh SethiExternal LinksJeene Do at IMDB Jeene Do at WikipediaYouTubeJeene Do at YT Jeene Do at YT(2)
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement