Video of this song from youtube
Lyrics of Mere Samne Wali Khidki Mein Ek Chand Ka - मेरे सामने वाली खिड़की में एक चांद का
mere saamne waali khidki mein
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke vo hamse
kuchh ukhda ukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai

jis roz se dekha hai usko
ham shamaa jalaana bhool gaye
jis roz se dekha hai usko
ham shamaa jalaana bhool gaye
dil thaam ke aise baithe hain
kahin aana jaana bhool gaye
ab aath pahar in aankhon mein
vo chanchal mukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai

barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye
barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye
par uski ek jhalak ko ham
ae husn ke maalik taras gaye
kab pyaas bujhegi aankhon ki
din raat ye dukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke vo hamse
kuchh ukhda ukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
lyrics of song Mere Samne Wali Khidki Mein Ek Chand Ka
Comments on song "Mere Samne Wali Khidki Mein Ek Chand Ka"
RovingEye55 on Sunday, December 28, 2008
Well sorry to burt your bubble, but lolfrompak is right, it's Urdu - if you know how to write Urdu you would know the difference. Words like 'afsous', 'roz', 'shamaa', 'husn' and even 'dil' are perso-turkic in origin and cannot be rendered in Devnagri script except as foreign words (with a conspicuous-looking dot below, for example). It's tragic that even purists think it's Hindi just because the censor board's certificate says so.
TheDeepakp on Saturday, July 12, 2014
Film cast: Sunil Dutt, Saira Banu, Mehmood, Kishore Kumar, Keshto
Mukherjee, Mukri, Om Prakash, Agha, Dulari, Ratna, Raj Kishore, Moolchand,
Sunder, Jankidas, Ganga
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Talat
Mahmood
Music Director: R D Burman
Film Director: Jyoti Swaroop
Film Producer: Mehmood, N C Sippy
realityindian on Saturday, January 17, 2009
This is hindi, not urdu. All those words also part of hindi just as the entire grammar of urdu is derived from Sanskrit. All the verbs - kar, mar, jal, gaya, etc are Sanskrit based. Only some words are taken from persian/arabic. And even the filmmaker, lyricist, director etc all agree that this is hindi.
McChirkeen on Wednesday, January 27, 2010
This was yelled out by a couple of guys one afternoon after school in
Lahore. Both had just finished their daily muth session thinking of Saira
Bano. Saira Bano kaa phudha Dilip Kumar kaa lulla hululla Gulla.
skchettri on Tuesday, April 29, 2008
Thank you so much ..this is best song from kishore ji...i love kishore ji's voice, sunil dutt's ji acting..amazing vedio and i have watched this movie more than 20 times.made my day...thank you my yaara..
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Padosan (1968)
Sunil Dutt, Saira Banu, Mehmood, Kishore Kumar, Keshto Mukherjee, Mukri, Om Prakash, Agha, Dulari, Ratna, Raj Kishore, Moolchand, Sunder, Jankidas, GangaAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Talat MahmoodR D BurmanJyoti SwaroopMehmood, N C SippyPadosan at IMDB      Padosan at WikipediaPadosan at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type