Video of this song from youtube
Average Rating : 4.44
Total Vote(s) : 45
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Meri Baat Rahi Mere Mann Me - मेरी बात रही मेरे मन में
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me
mere sapane adhure huye nahi pure, aag lagi jivan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me

o rasiya mann basiya, nas nas me ho tum hi samaaye
mere naina kare baina, mera dard na tum sun paaye
jiya mora pyaasa raha saawan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me

kuchh kehte, kuchh sunte kyon chale gaye dil ko masal ke
meri duniya huyi suni, buja aas kaa dipak jal ke
chhaaya re andhera meri akhiyan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me

tum aao ke na aao, piya yaad tumhaari mere sang hain
tumhe kaise yeh bataau, mere prit kaa niraala ik rang hain
laga ho yeh neha jaise bachapan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me
mere sapane adhure huye nahi pure, aag lagi jivan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me
meri baat rahi mere mann me
lyrics of song Meri Baat Rahi Mere Mann Me
Comments on song "Meri Baat Rahi Mere Mann Me"
Jamie Kaur on Monday, July 19, 2010
Guru Dutt was amazing actor. so innocent from the face. His performance in
this whole movie is brilliant. The innocence of his face expresses his
inner emotions.
t k mukherjee on Thursday, August 15, 2013
Awesome words,awesome music,awesome Asha,awesome Hemanto,awesome all time
great period movie. just joy forever T K MUKHERJEE
Guru Singh on Sunday, March 23, 2014
A Great Upload of an equally great song of its times and popular till date
and I adore this song
asha1053 on Sunday, January 22, 2012
very beautiful heart felt song by Asha Bholse...thanks to Hemant Kumar.thanks for sharing
PARAM JIT SINGH Barey on Tuesday, March 12, 2013
IT IS A SUPERB FILM ,UNFORGETTABLE PERFORMANCES BY MEENA KUMARI ,REHMAN,&
SAPRU, MELODIOUS MUSIC BY HEMANT KUMAR MUKHERJI ,EXCELLANT SURROGATE
DIRECTION BY GURUDUTT[ NOT ACTUALLY BY ABRAR ALVI ] & INDEED A GOOD
SCREENPLAY BASED ON A STORY SET IN BRITISH RAJ.FULL. MARKS TO V.K.MURTHY's
CINEMATOGRAPHY. PJS BAREY ..MARCH 12, 2013
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
Guru Dutt, Meena Kumari, Sapru, Waheeda Rehman, Rehman, Nasir Husain, Dhumal, Harindranath Chattopadhyay, Pratima Devi, S N Banerjee, Krishan Dhawan, Vikram Kapoor, Minu Mumtaz, Ranjit Kumari, Jawahar Kaul, Bimla KumariAsha Bhosle, Geeta DuttShakeel BadayuniHemant KumarAbrar AlviSahib Bibi Aur Ghulam at IMDB      Sahib Bibi Aur Ghulam at WikipediaSahib Bibi Aur Ghulam at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type