Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soonSuman Rangnathan

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.60
Total Vote(s) : 5
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Meri Aankho Mein Aansu Hai - मेरी आँखों में आंसू है
meri aankho mein aansu hai
magar main ro nahi sakti
bujhegi aag ye kaise
ki barish ho nahi sakti
main chupke chupke jala karti hu
chhupa kar aansu hansa karti hu
main chupke chupke jala karti hu
chhupa kar aansu hansa karti hu

mujhe malum hai ab main ho
mujhe malum hai ab main ho
kabhi khush ho nahi sakti
meri aankho mein aansu hai
magar main ro nahi sakti

na rate apni na din apne hai
hajaro tute huye sapne hai
na rate apni na din apne hai
hajaro tute huye sapne hai
meri palko mein ninde hai ho
meri palko mein ninde hai
magar main so nahi sakti
meri aankho mein aansu hai
magar main ro nahi sakti
bujhegi aag ye kaise
ki barish ho nahi sakti
lyrics of song Meri Aankho Mein Aansu Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ankhon Mein Tum Ho (1997)
Sharad Kapoor, Satyen Kappu, Ashok Kumar, Pramod Moutho, Suman Ranganathan, Rohit Roy, Rakhee, Ram MohanKumar Sanu, Alka Yagnik, Anuradha PaudwalAnand BakshiAnu MalikAshim SamantaShakti SamantaAnkhon Mein Tum Ho at IMDB      Ankhon Mein Tum Ho at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type