Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Meri Amma Suno Mera Kehana
3.00 - 1 votes
Tara SharmaSongs for Kids
Video of this song from youtube
Lyrics of Meri Amma Suno Mera Kehana - मेरी अम्मा सुनो मेरा कहना
meri amma suno mera kehana, lage abba bina sab suna
mujhe baaton se na behlaao, jaao aao abba kahin se laao
maan bhi jaao yeh jidd meri, aur karo na abb tum deri
tumase ruthunga main warana
are chhodo yeh jidd abb karana, na sataao mujhe tum itana
main manaau tujhe tu na maane, meri uljhan hai kya tu na jaane
kaise main pakadu haath kisi ka, tu hi bata de naam uska
maan lungi tera kehana

ammameri yeh kaho jara, kaisa lage
tujhe deewaana jo hai sargam ka
gane lage woh jab bhi kabhi jhumane
hum lage batao batao sach hai na
sach tumane kaha hai lekin, woh jo gaata rahega har din
ghar basana hai naamumkin
meri amma suno mera kehana, are chhodo yeh jidd abb karana

amma woh jo teri office mein hai
isi koshish me hai bane woh tumhaara hamsafar
achchha nahi woh lage mujhe
main yeh chaahu ki woh dubaara kabhi na aaye idhar
jab saamane woh aata hai, mujhe dekhake darr jaata hai
kuchh bol nahi paata hai
meri amma suno mera kehana, are chhodo yeh jidd abb karana

amma meri hai tino me toh sabse achchha
wahi bichara tumhara professor
sabse alag woh sabse juda, sidha saadha sa koyi bhi kahega
kuchh bol na abb chup ho ja, huyi raat bahot abb so ja
sapano ke nagar mein kho ja la la la la hmm hmm hmm hmm hmm
lyrics of song Meri Amma Suno Mera Kehana
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Suno Na (2009)
Tara Sharma, Dharmendra Gohil, Avinash Tiwari, Rinku Patel, Makrand Shukla, Rajendra Chawla, Rajul Diwan, Jyoti Gauba, Ghanshyam, Neha BaamAntara Choudhary, Apurva Monga, Rekha Rao, Shaan, Kunal Ganjawala, Richa Sharma, Shubha RegeSanjoy ChowdharyAmy ThanawalaAmy ThanawalaSuno Na at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type