Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Meri Jaan Hai Sona - मेरी जान हैं सोना
meri jaan hai sona
meri jaan hai sona

meri jaan hai sona
kabhi dur na hona
khamosh kyu khadi ho
tum kuch to kaho na
meri jaan hai sona
kabhi dur na hona
khamosh kyu khadi ho
tum kuch to kaho na

o jaan liya maine tujhe
tune na pahchana mere dil ke khuda
o main bhi tujhe pake sanam
ho gaya diwana
bhula apna pata
mujhe mil gaya sahara
maine pa liya kinara
kabhi meri aarzu ki
tu na palke bhigona
meri jaan hai sona
kabhi dur na hona

o tune mujhe chhu jo liya
jl uthi hai saanse
chhaya dil pe nasha
o maine kabhi dekhi nahi
jhil si gahri aankhe
meri janewafa
mujhe chhod ke na jana
meri raahe sajana
raaho me kya milega
manzil pe ab chalo na
meri jaan hai sona
kabhi dur na hona
khamosh kyu khadi ho
tum kuch to kaho na
meri jaan hai sona
meri jaan hai sona
lyrics of song Meri Jaan Hai Sona
Comments on song "Meri Jaan Hai Sona"
M48OOB on Sunday, February 05, 2012
Dost this song is very slow it needs to be speeded up a little. The original song is a little faster.
Parveen Bhatia on Friday, November 20, 2015
mehmil ka meaning kya hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mehmil (1972)
Omi, Asha Bhosle, Mohammed RafiQamar Jalalabadi, Kafil AzarSonik, OmiMehmil at IMDB      Mehmil at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type