Video of this song from youtube
Meri Jaan Meri Jaan Meri Jaan - मेरी जान मेरी जान मेरी जान
Lyrics of Meri Jaan Meri Jaan Meri Jaan - मेरी जान मेरी जान मेरी जान
meri jaan, meri jaan, meri jaan
meri jaan, meri jaan, meri jaan
aayi hai jo raat nasheeli
iski har ek baat nasheeli
tu bhi aa karle nasha
dono ki mulaaqat nasheeli

nashe ki ye barsaat nasheeli
tu bhi aa karle nasha
meri jaan, meri jaan, meri jaan
meri jaan, meri jaan, meri jaan
subah tak bhi na utarega nasha ye iss pal ka
iss mein jee le, kya karna hai wada ye kal ka

subah tak bhi na utarega nasha ye iss pal ka
iss mein jee le, kya karna hai wada ye kal ka
ek teri hi khatir ye jaam hai chhalka
meri jaan, meri jaan, meri jaan
meri jaan, meri jaan, meri jaan

meri aankho se kam gehra, nasha paimano ka, ho
meri aankho se kam gehra, nasha paimano ka
inme hi toh doobna chahe, dil mehmano ka
teri khatir hai toda, ye khwaab deewano ka

meri jaan meri jaan meri jaan
meri jaan meri jaan meri jaan
aayi hai jo raat nasheeli
iski har ek baat nasheeli
tu bhi aa karle nasha

dono ki mulaaqat nasheeli
nashe ki ye barsaat nasheeli
tu bhi aa karle nasha
meri jaan, meri jaan, meri jaan
meri jaan, meri jaan, meri jaan

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films