Video of this song from youtube
Meri Jindagi Me Koi Aanewala Hai - मेरी जिंदगी में कोई आनेवाला है
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Meri Jindagi Me Koi Aanewala Hai - मेरी जिंदगी में कोई आनेवाला है
meri jindagi mein koi aanewaala hai aanewaala hai
teri jindagi se koi jaanewaala hai jaanewaala hai
dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan

dil tera bachaale re mujhse dil chhupaa le re
nazre meri dhundein tujhe aa apna banaale re
arsh se tutke jam sa gaya waqt jaise yahaan tham sa gaya
dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan

teri aankhon mein darr jaane hai kyun
jine ki chaah mein marta hai kyun
ho jaaye kab kya haadsa harkate aisi karta hai kyun
tu bhi chor hai main bhi chor hoon
tu hai khaamosh main shor hoon
dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan

meri jindagi mein koi aanewaala hai aanewaala hai
teri jindagi se koi jaanewaala hai jaanewaala hai
dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan
elaan elaan elaan
lyrics of song Meri Jindagi Me Koi Aanewala Hai
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films