Video of this song from youtube
Meri Munni Bata - मेरी मुन्नी बता
SingerDilraj Kaur, Shivangi Kolhapure
Music byBappi Lahiri
LyricistShaily Shailendra
Actor
Category
MovieAangan Ki Kali (1979)
Lyrics of Meri Munni Bata - मेरी मुन्नी बता
yaha vaha jhule pairo se uchhal
jisko bhi vo dekhe karta hai nakal
yaha vaha jhule pairo se uchhal
jisko bhi wo dekhe karta hai nakal
aadmi se milti uski hai shakal
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
yaha vaha jhule pairo se uchhal
jisko bhi wo dekhe karta hai nakal
aadmi se milti uski hai shakal
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
bandar good
kala mota tanga chale jhum jhum
uski lambi nak chale dharti ko choom
jaha bhi wo jaye mach jati hai dhum
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kala mota tanga chale jhum jhum
uski lambi nak chale dharti ko choom
jaha bhi wo jaye mach jati hai dhum
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
ae hathi shabas
chidiyon sa ude vo badalo ki or
dharti ambar gunje uska hi shor
na to hai wo tata na to hai wo mor
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
chidiyon sa ude wo badalo ki or
dharti ambar gunje uska hi shor
na to hai wo tata na to hai wo mor
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
aeroplen
jisko bhi vo dekhe karta hai nakal
yaha vaha jhule pairo se uchhal
jisko bhi wo dekhe karta hai nakal
aadmi se milti uski hai shakal
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
yaha vaha jhule pairo se uchhal
jisko bhi wo dekhe karta hai nakal
aadmi se milti uski hai shakal
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
bandar good
kala mota tanga chale jhum jhum
uski lambi nak chale dharti ko choom
jaha bhi wo jaye mach jati hai dhum
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kala mota tanga chale jhum jhum
uski lambi nak chale dharti ko choom
jaha bhi wo jaye mach jati hai dhum
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
ae hathi shabas
chidiyon sa ude vo badalo ki or
dharti ambar gunje uska hi shor
na to hai wo tata na to hai wo mor
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
chidiyon sa ude wo badalo ki or
dharti ambar gunje uska hi shor
na to hai wo tata na to hai wo mor
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
kya tujhe uska pata hai meri munni bata
aeroplen
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

