Video of this song from youtube
Meri Nazaro Ne Bandha Nishana - मेरी नजरो ने बांधा निशाना
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Meri Nazaro Ne Bandha Nishana - मेरी नजरो ने बांधा निशाना
meri nazro ne bandha nishana
dil bachana bachana bachana
teer sine pe khake na jana
bachana bachana bachana
dil bachana bachana bachana

saukh jalwe adaye hai baki
aankh walo ne hi khair jhaki
jo na mane wo
jo na mane wo hoga diwana
dil bachana bachana bachana
meri nazro ne bandha nishana
dil bachana bachana bachana haye haye haye
dil bachana bachana bachana hoye hoye

milti hai aankho ko jab jubani
hai isi umar ki dastane yahi hota hai
yahi hota hai najuk zamana
dil bachana bachana bachana
meri nazro ne bandha nishana
dil bachana bachana bachana haye haye
lyrics of song Meri Nazaro Ne Bandha Nishana
Comments on song "Meri Nazaro Ne Bandha Nishana"
Sankalp Manocha on Saturday, April 26, 2014
sambhal kar chal pyare yeh khoobsurat dhokha hai. understand. thanks for
sugestion.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films