Video of this song from youtube
Advertisement
Meri Takdeer Mein Jalna - मेरी तक़दीर में जलना है तो जल जाऊँगा
Lyrics of Meri Takdeer Mein Jalna - मेरी तक़दीर में जलना है तो जल जाऊँगा
meri takdeer mein jalna hai to jal jaunga
meri takdeer mein jalna hai to jal jaunga
meri takdeer mein jalna hai to jal jaunga
tera wada tera wada to nahi hu jo badal jaunga
tera wada to nahi hu jo badal jaunga
meri takdeer mein jalna hai to jal jaunga

soj bhar do bhar do bhar do
soj bhar do mere seene mein ghame ulfat ka
soj bhar do bhar do bhar do
soj bhar do bhar do bhar do
soj bhar do mere seene mein ghame ulfat ka
main koi mom nahi hu jo pighal jaunga
main koi mom nahi hu jo pighal jaunga
tera wada to nahi hu jo badal jaunga
meri takdeer mein jalna hai to jal jaunga

dard kahta hai ke ghabra ke sabe fukat mein
dard kehta hai dard kehta hai dard kehta hai
dard kehta hai dard kehta hai dard kehta hai
dard kehta hai ke ghabra ke sabe fukat mein
aah bankar tere pahlu se nikal jaunga
aah bankar tere pahlu se nikal jaunga
tera wada to nahi hu jo badal jaunga
meri takdeer mein jalna hai to jal jaunga

mujhko samjhao na sahir
mujhko samjhao na sahir
mujhko samjhao na sahir
mujhko samjhao na sahir
main ek din khud hi
mujhko samjhao na sahir
main ek din khud hi
thokare khakar mohabbat mein sambhal jaunga
tera wada to nahi hu jo badal jaunga
meri takdeer mein jalna hai to jal jaunga
to jal jaunga to jal jaunga
lyrics of song Meri Takdeer Mein Jalna
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement