Video of this song from youtube
Average Rating : 4.40
Total Vote(s) : 48
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Meri Taqadir Mujhe, Muhabbat Men Aise Qadam Dagamagaae - मेरी तक़दीर मुझे मोहब्बत में ऐसे क़दम डगमगाए
meri taqadir mujhe aaj kahan laayi hai
shishaa shisha jahan mera hi tamashai hai
mujhe ilzaam na dena meri behoshi ka aa
mujhe ilzaam na dena meri behoshi ka
meri majabur muhabbat ki ye rusavai hai

mohabbat me aise qadam dagamagaye
zamana ye samajhaa ke ham pike aaye pike aaye
mohabbat me aise qadam dagamagaye
zamana ye samajhaa ke ham pike aaye pike aaye

jise kam ho raat din aansuo se
jise kam ho raat din aansuo se
use huqm ye hai hase aur hasaye
use huqm ye hai hase aur hasaye
zamana ye samajhaa ke ham pike aaye pike aaye

kisi ki muhabbat me majabur hokar
kisi ki muhabbat me majabur hokar
ham un tak to pahunche vo ham tak na aaye
ham un tak to pahunche vo ham tak na aaye
zamana ye samajhaa ke ham pike aaye pike aaye

vo jinake liye zidagaani lut di
vo jinake liye zidagaani luta di
ye baithe hue hai meraa dil churaye
ye baithe hue hai meraa dil churaye
zamana ye samajhaa ke ham pike aaye pike aaye
mohabbat me aise qadam dagamagaye
zamana ye samajhaa ke ham pike aaye pike aaye

chhupoge kahaan tak nazar to milaao
nazar to milaao nazar to milaao
chhupoge kahan tak nazar to milao
tumhari bala se meri jaan jaye
tumhari bala se meri jaan jaye
zamana ye samajhaa ke ham pike aaye pike aaye
lyrics of song Meri Taqadir Mujhe, Muhabbat Men Aise Qadam Dagamagaae
Comments on song "Meri Taqadir Mujhe, Muhabbat Men Aise Qadam Dagamagaae"
Rk Sekar on Wednesday, July 10, 2013
The song is set in differant tune in the Tamil Version ANAARKALI ( dubbed
from Telugu ) year 1955 Music-AadhiNaaraayanaRaav. Singer Jikki
Song-Aanandhame Ennaalum Kaanaadha Aanandhame
Brikeshwar Tiwari on Friday, June 06, 2014
this was the last gramophone record my father had brought
home.unfortunately most of the gramophone records were broken by me while
playing .thanks to YOU TUBE I am hearin these songs
radh193 on Monday, September 03, 2012
this is one of the most beautiful ,best written, best composed songof
indian film industry.even an under ten boy remembers it even after 60 years
Sushma Sawant on Thursday, October 04, 2012
Nice hiccups by Lata... the Great in this song. It creates good effect in
the entire song...Good composition By C Ramchandra..
Sushma Sawant on Thursday, October 04, 2012
Nice hiccups by Lata... the Great in this song. It creates good effect in the entire song...
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Anarkali (1953)
Pradeep Kumar, Beena Roy, Mubarak, Noor Jahan, Manmohan Krishan, Sulochana, S L Puri, Kuldip KaurGeeta Dutt, Hemant Kumar, Lata MangeshkarHasrat Jaipuri, Shailendra, Rajinder Krishan, Jan Nisar AkhtarBasant Prakash, C RamachandraNandalal JaswantlalAnarkali at IMDB      Anarkali at WikipediaAnarkali at YouTube     |    Anarkali at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type