Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Meri Tasveer Mein Rang Aur Kisika - मेरी तस्वीर में रंग और किसीका
meri tasveer mein rang aur kisi ka to nhi
meri tasveer mein rang aur kisi ka to nhi
gher le mujh ko sab aake mai tamasa to nhi
meri tasveer me rang or kisi ka to nhi

jindgi tujhse har ak sans pe sans pe samjhauta karu
jindgi tujhse har ak sans pe sans pe samjhauta karu
shauk jeene ka hai mujhko magar itna to nhi
meri tasveer me rang aur kisi ka to nhi

ruh ko dard mila dard ko aankhe n mili
ruh ko dard mila dard ko aankhe n mili
tujhko mehsus kiya hai tujhe dekha to nhi
meri tasveer me rang aur kisi ka to nhi

sochte-sochte dil dubne lagta hai mera
sochte-sochte dil dubne lagta hai mera
jehan ki tay me mujh par koie dariya to nhi
meri tasveer mein rang aur kisi ka to nhi
gher le mujh ko sab aake mai tamasa to nhi
meri tasveer me rang or kisi ka to nhi

Comments on song "Meri Tasveer Mein Rang Aur Kisika"
Rmehtacpa on Saturday, August 01, 2015
Tujh ko mehsus kiya hai, tujjko dekha to nahin.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Sajda (Album) (1991)
Lata Mangeshkar, Jagjit SinghAhmad Faraz, Qateel Shifai, Nida Fazli, Waseem Barelvi, Akhtar Shirani, Shahid Kabir, Ahmad Nadeem Qasmi, Nazeer Baqri, Sahir Bhopali, Zafar Gorakhpuri, Muzaffar Warsi, Saba Afghani, Danish AligarhiJagjit Singh
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type