Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Milte Hi Nazar Tumse Ham Ho Gaye Diwane
4.48 - 44 votes
Pradeep KumarQawwalis
Video of this song from youtube
Lyrics of Milte Hi Nazar Tumse Ham Ho Gaye Diwane - मिलते ही नज़र तुमसे हम हो गये दीवाने
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
aagaz to acha hai anzam khuda jane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
aagaz to acha hai anzam khuda jane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane

anzam-e-mohabbat se tum ho abhi begane
anzam-e-mohabbat se tum ho abhi begane
sholo se uljhate ho haye diwane ho diwane
anzam-e-mohabbat se tum ho abhi begane

tum husn muzashim ho rangin kayamat ho
tum husn muzashim ho rangin kayamat ho
phul julfo ne chune mang bhari taro se
rang milta hai dahkte hue angaro se
mast aankho pe guma hota hai maykhano ka
har nazar me hai nasha saikdo paymano ka
jane kya husn ke jalwo me nazar aata hai
are dekhne walo ka iman chala jata hai
jane kya husn ke jalwo me nazar aata hai
dekhne walo ka iman chala jata hai

tum husn muzashim ho rangin kayamat ho
rangin kayamat ho aahe wah rangin kayamat ho
baithe hai mukabil me baithe hai mukabil me
hum teere nazar khane ko
aagaz to acha hai anzam khuda jane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
aagaz to acha hai anzam khuda jane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane

nadan ho jano kya tum husn ki fitart ko
nadan ho jano kya tum husn ki fitart ko
jo ghatao ki tarah shano pe lahrati hai
ha wahi julfe kabhi nag ban jati hai
aankhe maykhan hai lekin
inhi maykhano me
jahar bhi may ki jagah hota hai paymano me
waqt ki kam na ho jisme wo insan hi kya
ek nazar me jo chala jaye wo iman hi kya
waqt ki kam na ho jisme wo insan hi kya
ek nazar me jo chala jaye wo iman hi kya

nadan ho jano kya tum husn ki fitrat ko
nadan ho jano kya tum husn ki fitrat ko
tum husn ki fitrat ko tum husn ki fitrat ko
andaz hi dekhe hai tewar nahi pahchane
andaz hi dekhe hai tewar nahi pahchane
sholo se uljhate ho diwane ho diwane haye
anzame mohabbat se tum ho abhi begane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
anzame mohabbat se tum ho abhi begane
anzame mohabbat se tum ho abhi begane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
lyrics of song Milte Hi Nazar Tumse Ham Ho Gaye Diwane
Comments on song "Milte Hi Nazar Tumse Ham Ho Gaye Diwane"
Murtuza H on Thursday, August 05, 2010
Please add "Sheikh Mukhtar's" name in the film cast, who is the co actor
with Pradeep Kumar in this qawwali and had a substantial role in the movie.
Ramesh Kanna on Saturday, November 07, 2015
in tamil great artist .r.smanohar and as.a.asokan, great savithri acted in
this song"paradi Kanne KOnjam" ( i was acting as child artist in
r.s.manohar drama troup at the age of 5, more than 1000 dramas.
Anjali Kumar on Thursday, September 25, 2014
Sakila Bano was a real qawali singer but dont know why
asha lend her voice in this moive...
stuartnz42 on Thursday, January 27, 2011
One of my favourite filmi qawwalis and the reason I bought this fine film!
pariapsara on Saturday, May 22, 2010
It has been ages since I heard this fantastic qawalli--- thanks
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ustadon Ke Ustad (1963)
Pradeep Kumar, Shakeela, Ashok Kumar, Johny Walker, Helen, Anwar, Sheikh MukhtarMohammed Rafi, Asha Bhosle, Manna DeyAssad BhopaliRaviBrijUstadon Ke Ustad at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type