Lyrics of Mitti Se Khelate Ho Baar Baar Kis Liye - मिट्टी से खेलते हो बार बार किस लिये
mitti se khelte ho baar baar kis liye
mitti se khelte ho baar baar kis liye
tute huye khilono se pyar kis liye
tute huye khilono se pyar kis liye
mitti se khelte ho baar baar kis liye
mitti se khelte ho baar baar kis liye
banake zidganiya bigaadne se kya mila
meri ummid ka jaha, meri ummid ka jaha
ujaadne se kya mila
aayi thi do dino ki ye bahaar kis liye
mitti se khelte ho baar baar kis liye
mitti se khelte ho baar baar kis liye
zara si dhul ko hazaar rup naam de diye
zara si jaan sar pe saat aasamaan de diye
barbaad zindagi ka ye sigaar kis liye
mitti se khelte ho baar baar kis liye
mitti se khelte ho baar baar kis liye
zamin gair ho gayi ye aasaama badal gaya
hawa ke rukh badal gaye, hawa ke rukh badal gaye
har ek phul jal gaya
bajte hai ab ye saanso ke taar kis liye
mitti se khelte ho baar baar kis liye
mitti se khelte ho baar baar kis liye
Though may not be one of my top most favourites, what caught my attention in this song is very light sound of the background flute precisely @ 1:26 then at 2.21 and then at 3.08 while completing the stanzas, the very flute is completely absent in the final stanza where is could have sounded @ 4.02 but no (except for very faint sound of piano instaed) and that was perhpas a signal that the song is ending. So knowledgable, dedicated, detailed and precise were the MDs and artists of those days.