Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.05 - 86 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Mitwa Bhool Na Jana, Mujhko Bhul Na Jaana - मितवा भूल ना जाना, मितवा भूल ना जाना
mitwa bhul na jana, mitwa bhul na jana
mujhko bhul na jana maine ye wada kiya
dharti jab tak rahegi ambar jab tak rahega
tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana
mujhko bhul na jana maine ye wada kiya
dharti jab tak rahegi ambar jab tak rahega
tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana

phul se khushbu ja sakti hai dil se pyar na jayega
jism se jaan zuda ho par hume kaun zuda kar payega
jism se jaan zuda ho par hume kaun zuda kar payega
khushbu jab tak rahegi mausam jab tak rahega
tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana

ho yaad teri jab jab aati hai aankh se aansu bahte hai
in aankho ke bahte aansu har pal mujhse kahte hai
yaad teri jab jab aati hai aankh se aansu bahte hai
in aankho ke bahte aansu har pal mujhse kahte hai
in aankho ke bahte aansu har pal mujhse kahte hai
yaade jab tak rahegi aansu jab tak rahega
tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana

sanse jab tak rahegi jivan jab tak rahega
tujhko milne aana hoga jab mai tujhe pukaruga
aa ja aa ja aa ja aa ja
sanse jab tak rahegi jivan jab tak rahega
tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana
mujhko bhul na jana maine ye wada kiya
dharti jab tak rahegi ambar jab tak rahega
tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana
mitwa bhul na jana
lyrics of song Mitwa Bhool Na Jana, Mujhko Bhul Na Jaana
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Kab Tak Chup Rahoongi (1988)
Aditya Pancholi, Amala, Kader Khan, Aruna Irani, Kiran Kumar, Saeed Jaffrey, Rajendra Nath, Satyen KappuLata Mangeshkar, Mohammad Aziz, Shabbir Kumar, Alka YagnikAnjaan, Indeevar, SameerBappi LahiriT Prakash RaoK C BokadiaKab Tak Chup Rahoongi at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type